शुरुआत Shuruwat Hindi Lyrics – Ikka

Follow us on Telegram

Shuruwat hindi lyrics
Shuruwat Hindi Lyrics sung and written by Ikka and composed by DJ Harpz. Starring Ikka Singh.

Song Title: Shuruwat
Singer: Ikka
Lyrics: Ikka
Music: DJ Harpz
Music Label: T-Series



Shuruwat Hindi Lyrics

पैसा शोहरत, ये दोनों मुसीबत
ये ना सब की किस्मत
ये बस उस की किस्मत
जिसने की है ज़हमत
उसपे रब्ब की रहमत
जिसने की है मेहनत
जिसने की..

पैसा शोहरत, ये दोनों मुसीबत
ये ना सब की किस्मत
ये बस उस की किस्मत
जिसने की है ज़हमत
उसपे रब्ब की रहमत
जिसने की है मेहनत
कहाँ से करूँ शुरुआत

उन भीड़ से भरी तंग गललियों से
जहाँ पर पला बड़ा घुमा उन गललियों से
या रिशेदारों की गालियों से
या काम से मिली मुझे तालियों से
या कभी टूट के रोने वाली आँखों से
या दुनिया जीत लेने वाली बातों से
या उन रातों से जिन रात सोयेया नहीं
ओर लिख डाला इतिहास इन हाथों से

मैं शुरू से शुरुआत करता हूँ
इक आम घर का मैं लड़का हूँ
कर दिन दुगने रात चोग्नी
परिवार को खुश मैं रखता हूँ
अपने दम पे बना अपने दम पे करा
जो भी किया मैंने लिया किसी का सहारा नहीं
मिलता है मौका एक बार
मेरा मौका खोने का इरादा नहीं
मैं इस से कम उस से ज्यादा नहीं
मैं हूँ पूरा खेल
मैं खेल का पेयादा नहीं
होना गरीब पैदा किस्मत
मरू भी गरीब
तो मिली जिंदगी का फायदा नहीं
जो भी करूँ मैं करूँ मैं सीना ठोक के
किसी से मैं डरूं
किया ऐसा कोई काम नहीं
जो भी मिला सफलता
उस सफलता के पीछे
मेरे पिताजी का नाम नहीं
लोग मिलते है पापा से
कहते है लड़के ने काम से पटयाल जि नाम है किया
सच बोलूं तो इस से बढ कर इक्का के लिए कोई इनाम नहीं

[पैसा शोहरत, ये दोनों मुसीबत
ये ना सब की किस्मत
ये बस उस की किस्मत
जिसने की है ज़हमत
उसपे रब्ब की रहमत
जिसने की है मेहनत
जिसने की है मेहनत] x 2

मुश्किल से मुश्किल को हल किया
किया आज मैंने ना कल किया
की है मैंने जी तोड़ मेहनत
ना आराम एक पल किया
हुई मुझ से भी काफी देखो गलतियाँ
गलतियों से अपनी सीख ली
जो बनाया मैंने खुद है बनाया
ना फैला के हाथ मैंने भीख ली
मेरी गरीबी थी मेरा मोटिवेशन
खराब थी सिचुएशन
मैंने हालात को मात दी
अपनी बनायी कुछ reputation
मैंने खुद पे यकीन किया
किया यकीन अपनी उड़ान पे
हिम्मत से काम लिया छोड़ी ना उम्मीद
नहीं तो बैठा होता बाप की दूकान पे

[पैसा शोहरत, ये दोनों मुसीबत
ये ना सब की किस्मत
ये बस उस की किस्मत
जिसने की है ज़हमत
उसपे रब्ब की रहमत
जिसने की है मेहनत] x 2

More songs of Ikka

Shuruwat Lyrics (English Font)

Paisa shohrat, ye dono musibat
ye na sab ki kismat
ye bas uss ki kismat
jisne ki hai zehmat
uspe rabb ki rehmat
jisne ki hai mehnat
jisne ki…
paisa shohrat, ye dono musibat
ye na sab ki kismat
ye bas uss ki kismat
jisne ki hai zehmat
uspe rabb ki rehmat
jisne ki hai mehnat
kahaan se karun shuruwat

unn bheed se bharri tang galliyon se
jahan per pala bada ghumma unn galliyon se
ya rishtedaron ki gaaliyon se
ya kaam se milli mujhe taaliyon se
ya kabhi toot ke rone waali aankhon se
ya duniya jeet lene waali baaton se
ya un raaton se, jin raat soyeya nahi
or likh dala ithihas inn haathon se

main shuru se shuruwat karta hoon
ik aam ghar ka main ladka hoon
kar din dugne raat chogni
pariwar ko khush main rakhta hoon
apne dum pe bana apne dum pe kara
jo bhi kiya maine liya kissi ka sahara nahi
milta hai moka ek baar
mera mokaa khone ka iraada nahi
main iss se kam uss se zyada nahi
main hoon pura khel
main khel ka peyada nahi

hona gareeb paida kismat
maroon bhi gareeb
toh milli zindgi ka fayeda nahi
jo bhi karun main karun main seena thok ke
kissi se main darun
kiya aisa koi kaam nahi
jo bhi milli safalta
uss safalta k piche
mere pitaji ka naam nahi
log milte hai papa se
kehte hai ladke ne kaam se patyal ji naam hai kiya
sach bolun toh iss se badd kar ikka k liye koi inaam nahi

paisa shohrat, ye dono musibat
ye na sab ki kismat
ye bas uss ki kismat
jisne ki hai zehmat
uspe rabb ki rehmat
jisne ki hai mehnat
jisne ki hai mehnat
paisa shohrat, ye dono musibat
ye na sab ki kismat
ye bas uss ki kismat
jisne ki hai zehmat
uspe rabb ki rehmat
jisne ki hai mehnat
jisne ki hai mehnat

mushqil se mushqil ko hul kiya
kiya aaj maine na kal kiya
ki hai maine jee tod mehnat
naa aaram ek pal kiya
hui mujh se bhi kaafi dekho galtiyan
galtiyon se apni seekh li
jo, banayeya maine khudd hai banayeya
na faila ke hath maine bheekh li
meri greebi thi mera motivation
kharaab thi situation
maine halaat ko maat di
apni banayi kuch reputation
maine khudd pe yakeen kiya
kiya yakeen apni udaan pe
himmat se kaam liya chhodi na umeed
nahi toh baitha hota baap ki dukaan pe

paisa shohrat, ye dono musibat
ye na sab ki kismat
ye bas uss ki kismat
jisne ki hai zehmat
uspe rabb ki rehmat
jisne ki hai mehnat
jisne ki hai mehnat
paisa shohrat, ye dono musibat
ye na sab ki kismat
ye bas uss ki kismat
jisne ki hai zehmat
uspe rabb ki rehmat
jisne ki hai mehnat
jisne ki hai mehnat

More songs of Ikka