Aashiqon Ki Colony Lyrics in Hindi sung by Madhubanti Bagchi & Javed Ali from the movie O’Romeo (2026). The song is written by Gulzar and music is composed by Vishal Bhardwaj. Starring Shahid Kapoor and Disha Patani. Music Label T-Series.
| See music video of Aashiqon Ki Colony Song on T-Series YouTube channel for your reference and song details. | ![]() |
Aashiqon Ki Colony Lyrics in Hindi – Gulzar
दिल और जान हाज़िर
आशिक़ों की मस्ती में
आपका मकान हाज़िर
इश्क़ का इत्र महँगा था पर ले लिया
शाम-ए-ग़म के लिए कुछ ज़हर ले लिया
जीने मरने के सामान सारे मिले
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
इश्क़ का इत्र महँगा था पर ले लिया
शाम-ए-ग़म के लिए कुछ ज़हर ले लिया
जीने मरने के सामान सारे मिले
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
हो आप जो महके यहाँ ऐसे दिलशाद हुआ
लैला के आने से सहरा आबाद हुआ
तेरा दीदार हुआ सारा दिन पार हुआ
आँखों का रोज़ा था वक़्त-ए-इफ़्तार हुआ
तेरा दीदार हुआ सारा दिन पार हुआ
आँखों का रोज़ा था वक़्त-ए-इफ़्तार हुआ
आप मालिक-ए-मकान हो गए आज से
दिल पर हक़ था वहीं माँग कर ले लिया
इश्क़ दरिया-ए-आशिक़ है दीवानो रे
डूब कर ले लिया तैर कर ले लिया
डूब कर ले लिया तैर कर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
डूब कर ले लिया तैर कर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
Aashiqon Ki Colony Lyrics in English
Dil aur jaan haazir
Aashiqon ki masti mein
Aapka makaan haazir
Ishq ka itr mehanga tha par le liya
Shaam-e-gham ke liye kuch zehar le liya
Jeene marne ke samaan saare mile
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Ishq ka itr mehanga tha par le liya
Shaam-e-gham ke liye kuch zahar le liya
Jeene marne ke samaan saare mile
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Ho aap jo mehke yahaan aise dilshad hua
Laila ke aane se sehra aabaad hua
Tera deedar hua saara din paar hua
Aankhon ka roja tha vaqt-e-ifkar hua
Tera deedar hua saara din paar hua
Aankhon ka roja tha vaqt-e-ifkar hua
Aap maalik makaan ho gaye aajse
Dil par haq tha wahin maang kar le liya
Ishq dariya-e-aashiq hai deewano re
Doob kar le liya tair kar le liya
Doob kar le liya tair kar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Doob kar le liya tair kar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
