Yaadon Ke Sahaare Chal Lyrics in Hindi sung by Sonu Nigam from the movie Mercy (2026). The song is written by Mahika Bheda and composed by Kingshuk Chakravarty. Music label Zee Music.
Yaadon Ke Sahaare Chal Lyrics in Hindi – Mahika Bheda
मंज़िल ये पुकारे चल
दिल के सारे बोझ को
छोड़ तू प्यारे चल
यादों के सहारे चल
मंज़िल ये पुकारे चल
दिल के सारे बोझ को
छोड़ तू प्यारे चल
जीवन ये तेरा मेरा
साँसों का खेल है
ख्वाबों की पटरियों पे
खुशियों की रेल है
जीवन ये तेरा मेरा
साँसों का खेल है
ख्वाबों की पटरियों पे
खुशियों की रेल है
एक दिन ऐसा आएगा
सारे ग़म तू भूल जाएगा
जिनको खोया उनको याद कर
मन ही मन मुस्कुराएगा
यादों के सहारे चल
मंज़िल ये पुकारे चल
दिल के सारे बोझ को
छोड़ तू प्यारे चल
छोड़ तू प्यारे चल
Yaadon Ke Sahaare Chal Lyrics in English
Manzil ye pukaare chal
Dil ke saare bojh ko
Chhod tu pyaare chal
Yaadon ke sahaare chal
Manzil ye pukaare chal
Dil ke saare bojh ko
Chhod tu pyaare chal
Jeevan ye tera mera
Saason ka khel hai
Khwabon ki patriyon pe
Khushiyon ki rail hai
Jeevan ye tera mera
Saason ka khel hai
Khwabon ki patriyon pe
Khushiyon ki rail hai
Ek din aisa aayega
Saare gum tu bhool jayega
Jinko khoya unko yaad kar
Mann hi mann muskuraayega
Yaadon ke sahaare chal
Manzil ye pukaare chal
Dil ke saare bojh ko
Chhod tu pyaare chal
Chhod tu pyaare chal