Dard Lyrics in Hindi sung by Jubin Nautiyal from the movie Haunted 3D: Echoes Of The Past (2026). The song is written by Shakeel Azmi and the music is composed by Nayeem-Shabir. Starring Mimoh Chakraborty, Chetna Pande, Shruti Prakash, Gaurav Bajpai, Praneet Bhatt and Hemant Pandey. Music label Saregama Music.
Dard Lyrics in Hindi – Shakeel Azmi
तेरे दर्द का
जो सफ़र किया
वो अधूरा है
तेरे बिन मेरा
मेरे बिन तेरा
कोई आईना
कहाँ पूरा है
तेरी सुबह में
मुझे जलना है
तेरी शाम में
मुझे ढलना है
रस्ता है तय
मंज़िल है तय
अब साथ ही
हमें चलना है
मेरे दर्द ने
तेरे दर्द का
जो सफ़र किया
वो अधूरा है
सीने में थे मेरे भरम
तू ने किए फिर भी करम
ये दिल तेरी चाहत पे
अब मगरूर है
तू मुझपे ऐसे खुल गया
बारिश में जैसे धुल गया
देखा है मैंने
तुझ में कोई नूर है
ये भरोसा है
तेरे प्यार का
नहीं टूटना
नहीं टूटना
तेरी सुबह में
मुझे जलना है
तेरी शाम में
मुझे ढलना है
रस्ता है तय
मंज़िल है तय
अब साथ ही
हमें चलना है
ये दिल तेरा हमदर्द है
अब दोनों का एक दर्द है
ग़म बन के मेरी
रूह में रहता है तू
ख़ामोशियों में शोर है
ये प्यार या कुछ और है
रऊँ तो मेरी
आँख से बहता है तू
कैसे जुदा
हो जाएँ हम
दरिया हूँ मैं
साहिल है तू
तेरी सुबह में
मुझे जलना है
तेरी शाम में
मुझे ढलना है
रस्ता है तय
मंज़िल है तय
अब साथ ही
हमें चलना है
जो सफ़र किया
वो अधूरा है
Dard Lyrics in English
Tere dard ka
Jo safar kiya
Wo adhoora hai
Tere bin mera
Mere bin tera
Koi aayi na
Kahaan poora hai
Teri subha mein
Mujhe jalna hai
Teri shaam mein
Mujhe dhalna hai
Rasta hai tay
Manzil hai tay
Ab saath hi
Hamein chalna hai
Mere dard ne
Tere dard ka
Jo safar kiya
Wo adhoora hai
Seene mein the mere bharam
Tu ne kiye phir bhi karam
Ye dil teri chahat pe
Ab magroor hai
Tu mujhpe aise khul gaya
Baarish mein jaise dhul gaya
Dekha hai maine
Tujh mein koi noor hai
Ye bharosa hai
Tere pyaar ka
Nahi tootna
Nahi tootna
Teri subha mein
Mujhe jalna hai
Teri shaam mein
Mujhe dhalna hai
Rasta hai tay
Manzil hai tay
Ab saath hi
Hamein chalna hai
Ye dil tera humdard hai
Ab dono ka ek dard hai
Gham ban ke meri
Rooh mein rehta hai tu
Khaamoshiyon mein shor hai
Ye pyaar ya kuch aur hai
Roun toh meri
Aankh se behta hai tu
Kaise juda
Ho jaayein hum
Dariya hoon mein
Saahil hai tu
Teri subha mein
Mujhe jalna hai
Teri shaam mein
Mujhe dhalna hai
Rasta hai tay
Manzil hai tay
Ab saath hi
Hamein chalna hai
Jo safar kiya
Wo adhoora hai