Tere Chehre Ka Jadoo Lyrics in Hindi sung, written and composed by Jalraj. Music Label T-Series.
Tere Chehre Ka Jadoo Lyrics in Hindi – Jalraj
डूब गए थे एक ख़्वाहिश में
बस छाई थी एक बेचैनी सी
आ ही गए थे इस साज़िश में
भूल चुके थे हम तो सब कुछ
लेकिन बस इतना जाना
हमपे है चढ़ गया बेहिसाब
तेरे चेहरे का जादू
क्या कहें कितना है लाजवाब
तेरे चेहरे का जादू
तेरे चेहरे का जादू
तेरे चेहरे का जादू
सामने हो जब ऐसी अदाएँ
क्या मतलब फिर पैमाने के
सामने हो जब ऐसी अदाएँ
क्या मतलब फिर पैमाने के
देख लिया जो चेहरा तुम्हारा
झूम गए दिन मैखाने के
भूल चुके थे हम तो सब कुछ
लेकिन बस इतना जाना
हमपे है चढ़ गया बेहिसाब
तेरे चेहरे का जादू
क्या कहें कितना है लाजवाब
तेरे चेहरे का जादू
तेरे चेहरे का जादू
तेरे चेहरे का जादू
तेरे चेहरे का जादू
तेरे चेहरे का जादू
Tere Chehre Ka Jadoo Lyrics in English
Doob gaye the ek khwaish mein
Bus chhayi thi ek bechaini si
Aa hi gaye the is sazish mein
Bhool chuke the hum to sab kuch
Lekin bus itna jaana
Humpe hai chadd gaya behishab
Tere chehre ka jadoo
Kya kahe kitna hai lajawaab
Tere chehre ka jadoo
Tere chehre ka jadoo
Tere chehre ka jadoo
Saamne ho jab aisi adayein
Kya matlab phir paimaane ke
Saamne ho jab aisi adayein
Kya matlab phir paimaane ke
Dekh liya jo chehra tumhara
Jhoom gaye din maikhaane ke
Bhool chuke the hum to sab kuch
Lekin bus itna jaana
Humpe hai chadd gaya behishab
Tere chehre ka jadoo
Kya kahe kitna hai lajawaab
Tere chehre ka jadoo
Tere chehre ka jadoo
Tere chehre ka jadoo
Tere chehre ka jadoo
Tere chehre ka jadoo