Lyrics

सज़ा Sazaa Lyrics in Hindi – Jyoti Nooran

Sazaa Lyrics in Hindi sung by Jyoti Nooran. The song is written by Azeem shirazi & Mohd Affu. The music is composed by Amaan Ars. Music Label Water Waves Music. Casting Sheetal Sharma & Samarth Jurel. Video directed by Digvvijay Siingh.


सज़ा Sazaa Lyrics in Hindi – Jyoti Nooran

Sazaa Lyrics in Hindi sung by Jyoti Nooran. The song is written by Azeem shirazi & Mohd Affu. The music is composed by Amaan Ars. Music Label Water Waves Music. Casting Sheetal Sharma & Samarth Jurel. Video directed by Digvvijay Siingh.

Sazaa Lyrics in Hindi – Azeem shirazi & Mohd Affu

मेरी तरह किसको अब
झूठे वादे करते हो
दिन कहीं और
कहीं और रातें करते हो
निभाते हो वहाँ
या तमाशे करते हो
नक़ाब सफ़ेद रख के
मुँह काले करते हो

तेरे जानिब आनेसे मेरा दिल ये डरता है
तू दो-मुँह वाला सांप
हमको ज़हर लगता है

तेरी सज़ाओं से दिल तार-तार हुआ
तेरे धोखे से क़त्ल बार-बार हुआ
तेरी सज़ाओं से दिल तार-तार हुआ
तेरे धोखे से क़त्ल बार-बार हुआ

झूठे वादे तेरे
झूठी तेरी मक्कारियां
इश्क़ करता है
या बस करता है अदाकारियां
यार कपड़ों के जैसे
तू बदलते रहता है

खून में नहीं है तेरी वफ़ादारी
मुझसे मेरा ख़ुदा इसलिए नाराज़ रहता है
दिल है धोखे में
और दिल में धोखेबाज़ रहता है

तेरी जफ़ाओं से दिल जार-जार हुआ
दर्द इतना हुआ के हद के पार हुआ
तेरी सज़ाओं से दिल तार-तार हुआ
तेरे धोखे से क़त्ल बार-बार हुआ

ये मेरे ग़म लगे बड़े
मेरी उम्र के आगे
वो दिल पे करता था सितम
मेरी नज़र के आगे

पी-पी करके गुज़रती हैं
ये गहरी गहरी रातें
नशे में बैठी गुमशुदा
मैं तेरे घर के आगे

कितना बेरहम है
रोज़ आँखें चार करता है
दिल में रह के ही मेरे
दिल पे वार करता है

तेरी सज़ाओं से दिल तार-तार हुआ
तेरे धोखे से क़त्ल बार-बार हुआ
तेरी सज़ाओं से दिल तार-तार हुआ
तेरे धोखे से क़त्ल बार-बार हुआ

तू सुनने को तड़पेगा
मेरी आवाज़ को
हम हंस के मर जायेंगे
लेकर के तेरी सज़ा
तू जी के भी तरसेगा
इश्क़ के मौज को
मेरी तो कब्र से भी
आयेगा सबको मज़ा

तुझे बस दर्द देंगे
जो हमारे बाद आयेंगे
तुझे बस दर्द देंगे
जो हमारे बाद आयेंगे
ज़माना बीत जाने दो
तुझे हम याद आयेंगे
तुझे हम याद आयेंगे..

Sazaa Lyrics in English

Meri tarah kisko ab
Jhoothe vaade karte ho
Din kahin aur
Kahin aur raatein karte ho
Nibhaate ho wahan
Ya tamaashe karte ho
Naqaab safed rakh ke
Munh kaale karte ho

Tere janib aanese
Mera dil ye darta hai
Tu do-munh wala saanp
Humko zehar lagta hai

Teri sazaon se dil taar-taar hua
Tere dhokhe se qatl baar-baar hua
Teri sazaon se dil taar-taar hua
Tere dhokhe se qatl baar-baar hua

Jhoothe vaade tere
Jhoothi teri makkaariyaan
Ishq karta hai
Ya bas karta hai adaakaariyaan
Yaar kapdon ke jaise
Tu badalta rehta hai

Khoon mein nahi hai teri wafadaari
Mujhse mera Khuda isliye naraaz rehta hai
Dil hai dhokhe mein
Aur dil mein dhokebaaz rehta hai

Teri jafaon se dil jaar-jaar hua
Dard itna hua ke had ke paar hua
Teri sazaon se dil taar-taar hua
Tere dhokhe se qatl baar-baar hua

Ye mere gham lage bade
Meri umr ke aage
Wo dil pe karta tha sitam
Meri nazar ke aage

Pee-pee karke guzarti hain
Ye gehri gehri raatein
Nashe mein baithi gumshuda
Main tere ghar ke aage

Kitna beraham hai
Roz aankhen char karta hai
Dil mein reh ke hi mere
Dil pe vaar karta hai

Teri sazaon se dil taar-taar hua
Tere dhokhe se qatl baar-baar hua
Teri sazaon se dil taar-taar hua
Tere dhokhe se qatl baar-baar hua

Tu sunne ko tadpega
meri aawaz ho
hum hans ke mar jayenge
Lekar ke teri saza
Tu jee ke bhi tarsega
Ishq ke mauz ho
Meri to kabra se bhi
Aayega sabko maza

Tujhe bas dard denge
Jo hamare baad aayenge
Tujhe bas dard denge
Jo hamare baad aayenge
Zamaana beet jaane do
Tujhe hum yaad aayenge
Tujhe hum yaad aayenge