Lyrics

दीवाने हैं Deewane Hain Lyrics in Hindi – Welcome to the Jungle

Deewane Hain Lyrics in Hindi sung by Amruta Fadnavis & Anand Raaj Anand from the movie Welcome to the Jungle (2026). The song is written and composed by Anand Raaj Anand. Music Label Times Music. Starring Akshay Kumar and Disha Patani.


दीवाने हैं Deewane Hain Lyrics in Hindi – Welcome to the Jungle

Deewane Hain Lyrics in Hindi sung by Amruta Fadnavis & Anand Raaj Anand from the movie Welcome to the Jungle (2026). The song is written and composed by Anand Raaj Anand. Music Label Times Music. Starring Akshay Kumar and Disha Patani.

Deewane Hain Lyrics in Hindi – Anand Raaj Anand

रक्शिदा तकसी नेहरू
गुलपोशीदा अफलातूनरक्शिदा तकसी नेहरू
गुलपोशीदा अफलातून

रक्शिदा तकसी नेहरू
गुलपोशीदा अफलातून
आगोश-ए-सरगोशाना
तस्लीम-ओ-जमीलो

दीवाने हैं, दिलदार हैं
जब भी बोलो तैयार हैं
दीवाने हैं, दिलदार हैं
जब भी बोलो तैयार हैं

दिल से करते हैं यारियाँ
सीने में अपने प्यार है हाँ
सोनिये जहाँ जहाँ तू, हम वहाँ वहाँ

रक्शिदा तकसी नेहरू
गुलपोशीदा अफलातून
आगोश-ए-सरगोशाना
तस्लीम-ओ-जमीलो

दीवाने हैं, दिलदार हैं
जब भी बोलो तैयार हैं
दिल से करते हैं यारियाँ
सीने में अपने प्यार है हाँ
सोनिये जहाँ जहाँ तू, हम वहाँ वहाँ

सीने पे हाथ रख के तूने क्या बात कर दी
कैसा तराना छेड़ा, महफ़िल में जान भर दी

तू भी सुरूर में है लेकिन गुरूर में है
तौबा ये बात कैसी मेरे हुज़ूर में है हाँ
सोनिये, जवाँ याद है तेरी जवाँ जवाँ!

जलवे तो तेरे दिलबर हमने हज़ार देखे
दिल कहता है कि तू भी हमको एक बार देखे

कजरारे नैना मेरे दिन को भी रात कर दें
ज़ुल्फ़ें सुनहरी मेरी रिमझिम बरसात कर दें हाँ
सोनिये, फ़िदा फ़िदा हैं सारे फ़िदा हैं हाँ

दीवाने हैं, दिलदार हैं
रक्शिदा तकसी नेहरू
जब भी बोलो तैयार हैं
गुलपोशीदा अफलातून
दीवाने हैं, दिलदार हैं
जब भी बोलो तैयार हैं

दिल से करते हैं यारियाँ
सीने में अपने प्यार है हाँ
सोनिये जहाँ जहाँ तू, हम वहाँ वहाँ!

रक्शिदा तकसी नेहरू
गुलपोशीदा अफलातून
आगोश-ए-सरगोशाना
तस्लीम-ओ-जमीलो

रक्शिदा तकसी नेहरू
गुलपोशीदा अफलातून
आगोश-ए-सरगोशाना
तस्लीम-ओ-जमीलो

Deewane Hain Lyrics in English

Rakshida taksi nehru
Gulposhida aflatoonRakshida taksi nehru
Gulposhida aflatoon

Rakshida taksi nehru
Gulposhida aflatoon
Aaghosh-e-sarghoshana
Tasleem-o-jameelo

Deewane hain dildar hain
Jab bhi bolo taiyaar hain
Deewane hain dildar hain
Jab bhi bolo taiyaar hain

Dil se karte hain yaariyan
Seene mein apne pyaar hai haan
Soniye jahan jahan tu hum wahan wahan

Rakshida taksi nehru
Gulposhida aflatoon
Aaghosh-e-sarghoshana
Tasleem-o-jameelo

Deewane hain dildar hain
Jab bhi bolo taiyaar hain
Dil se karte hain yaariyan
Seene mein apne pyaar hai haan
Soniye jahan jahan tu hum wahan wahan!

Seene pe haath rakh ke tune kya baat kar di
Kaisa tarana chheda mehfil mein jaan bhar di

Tu bhi suroor mein hai lekin guroor mein hai
Tauba yeh baat kaisi mere huzoor mein hai haan
Soniye jawaan yaad hai teri jawaan jawaan

Jalwe toh tere dilbar humne hazaar dekhe
Dil kehta hai ki tu bhi humko ek baar dekhe

Kajraare naina mere din ko bhi raat kar dein
Zulfein sunehri meri rimjhim barsaat kar dein haan
Soniye fida fida hain saare fida hain haan

Deewane hain dildar hain
Rakshida taksi nehru
Jab bhi bolo taiyaar hain
Gulposhida aflatoon
Deewane hain dildar hain
Jab bhi bolo taiyaar hain

Dil se karte hain yaariyan
Seene mein apne pyaar hai haan
Soniye jahan jahan tu hum wahan wahan

Rakshida taksi nehru
Gulposhida aflatoon
Aaghosh-e-sarghoshana
Tasleem-o-jameelo

Rakshida taksi nehru
Gulposhida aflatoon
Aaghosh-e-sarghoshana
Tasleem-o-jameelo