Lyrics

तुम ही से प्यार Tum Hi Se Pyaar Lyrics in Hindi – Tera Yaar Hoon Main

Tum Hi Se Pyaar Lyrics in Hindi sung by Jubin Nautiyal from the movie Tera Yaar Hoon Main (2026). The song is written by Kunaal Vermaa. The music is composed by Payal Dev & Aditya Dev. Music label Zee Music Company.


तुम ही से प्यार Tum Hi Se Pyaar Lyrics in Hindi – Tera Yaar Hoon Main

Tum Hi Se Pyaar Lyrics in Hindi sung by Jubin Nautiyal from the movie Tera Yaar Hoon Main (2026). The song is written by Kunaal Vermaa. The music is composed by Payal Dev & Aditya Dev. Music label Zee Music Company.

Tum Hi Se Pyaar Lyrics in Hindi – Kunaal Vermaa

तू ने हमें है
इतना रुलाया
दिल ये दोबारा
रो ना सका

खुद से जुदा भी
हम हो गए और
तू ही हमारा
हो ना सका

जीते रहें हैं पर बेवजह

तुम्हीं से प्यार करना है
भले बर्बाद हो जाएँ
किसी का होने से बेहतर
तुम्हारी याद हो जाएँ

तुम्हीं से प्यार करना है
भले बर्बाद हो जाएँ
किसी का होने से बेहतर
तुम्हारी याद हो जाएँ

तुम्हारे हम नहीं तो क्या
हमारे तुम नहीं तो क्या
चले थे दो कदम मिलके
बने हमदम नहीं तो क्या

नहीं गर चीज़ बन पाए
तुम्हारी हम पसंदीदा
मेरी गलियों में अब होंगे
तेरे मौसम नहीं तो क्या

वो आशिक़ क्या मोहब्बत से
अगर आज़ाद हो जाए

तुम्हीं से प्यार करना है
भले बर्बाद हो जाएँ

सितारों से कहीं ज़्यादा
है रोशन ये तेरी महफ़िल
किसी के वास्ते ऐसे
नहीं धड़केगा अब ये दिल

भरी आँखों से हम तुमको
करें रुख़्सत भी तो कैसे

मेरा दिल पूछता है क्या
कभी हम तुम मिलेंगे फिर

अभी क़िस्मत मेरी मुझसे
भले नाराज़ हो जाए

तुम्हीं से प्यार करना है
भले बर्बाद हो जाएँ

Tum Hi Se Pyaar Lyrics in English

Tu ne humein hai
Itna rulaaya
Dil ye dobaara
Ro na saka

Khud se juda bhi
Hum ho gaye aur
Tu hi hamara ho na saka

Jeete rahein hain par bewajah

Tumhi se pyaar karna hai
Bhale barbaad ho jaayein
Kisi ka hone se behtar
Tumhari yaad ho jaayein

Tumhi se pyaar karna hai
Bhale barbaad ho jaayein
Kisi ka hone se behtar
Tumhari yaad ho jaayein

Tumhare hum nahi to kya
Humare tum nahi to kya
Chale the do kadam milke
Bane humdum nahi to kya

Nahi gar cheez ban paaye
Tumhari hum pasandeeda
Meri galiyon me ab honge
Tere mausam nahi to kya

Wo aashiq kya mohabbat se
Agar aazad ho jaaye

Tumhi se pyaar karna hai
Bhale barbaad ho jaayein

Sitaaron se kahin zyada
Hai roshan ye teri mehfil
Kisi ke vaaste aise
Nahi dhadkega ab ye dil

Bhari aanhkon se hum tumko
Karein rukhsat bhi to kaise

Mera dil poochta hai kya
Kabhi hum tum milenge phir

Abhi qismat meri mujhse
Bhale naraaz ho jaaye

Tumhi se pyaar karna hai
Bhale barbaad ho jaayein