Lyrics

फासले Faasle Lyrics in Hindi – Shujaat Khan

Faasle Lyrics in Hindi sung by Shujaat Khan. The song is written by Vijay Vijawat and the music is composed by Asad Khan. Music label Tips Official.


फासले Faasle Lyrics in Hindi – Shujaat Khan

Faasle Lyrics in Hindi sung by Shujaat Khan. The song is written by Vijay Vijawat and the music is composed by Asad Khan. Music label Tips Official.

Faasle Lyrics in Hindi – Vijay Vijawat

फासले रखते हुए मेरे साथ चलता है
फासले रखते हुए मेरे साथ चलता है
रोज मिलकर वो ना मिलने की बात करता है
फासले रखते हुए मेरे साथ चलता है

मेरे वादों पे ऐतबार अब नहीं उसको
मेरे वादों पे ऐतबार अब नहीं उसको
मेरे बारे में कुछ भी याद अब नहीं उसको
क्यों बिछड़ने का फिर भी वो मलाल करता है
क्यों बिछड़ने का फिर भी वो मलाल करता है
फासले रखते हुए मेरे साथ चलता है

उसके शानों से जो रेशम का दुपट्टा ढलके
उसके शानों से जो रेशम का दुपट्टा ढलके
मेरी नस-नस में खुमारी सी चढ़े है हल्के
छीनकर होश संभलने की बात करता है
रोज मिलकर वो ना मिलने की बात करता है

Faasle Lyrics in English

Faasle rakhte hue mere saath chalta hai
Faasle rakhte hue mere saath chalta hai
Roz milkar wo na milne ki baat karta hai
Faasle rakhte hue mere saath chalta hai

Mere waadon pe aitbaar ab nahi usko
Mere waadon pe aitbaar ab nahi usko
Mere baare mein kuch bhi yaad ab nahi usko
Kyon bichhadne ka phir bhi wo malaal karta hai
Kyon bichhadne ka phir bhi wo malaal karta hai
Faasle rakhte hue mere saath chalta hai

Uske shaanon se jo resham ka dupatta dhalke
Uske shaanon se jo resham ka dupatta dhalke
Meri nas-nas mein khumaari si chadhe hai halke
Chheenkar hosh sambhalne ki baat karta hai
Roz milkar wo na milne ki baat karta hai