Phir Se Lyrics in Hindi sung by Zeeshan Khan & Tanishka Bahl. The song is written and composed by Zeeshan Khan. Music label Zee Music Company.
Phir Se Lyrics in Hindi – Zeeshan Khan
रास्ते जुदा हो तो ख़्वाब अधूरे रह जाते हैं
आज तुम फिर से आए हो तो दिल बस इतना कहता है
खोए हुए लम्हे कभी फिर से लौट आते हैं
मिलना है तुमसे एक बार फिर से
करनी है वो सारी बातें फिर से
मिलना है तुमसे एक बार फिर से
करनी है वो सारी बातें फिर से
दिल चाहे कर लूँ मैं फिर से
मेरे दिल का इज़हार तुमसे फिर से
तुमसे
मिलना है तुमसे एक बार
बातों में तेरी, मेरी बातें खो गई
ख़्वाबों में मेरे, तेरी राहें मिल गई
ख़्वाबों में ज़ाहिर कर सके
हक़ीक़त में जो न कह सके
कोशिश है ये कह दे इस बार फिर से
मिलना है तुमसे एक बार फिर से
जिस्म को नहीं, रूह को छू लिया
हाथ तेरे थामे, दिल मेरा चल दिया
अब तेरे हो गए हैं हम
बाँहों में तेरे निकले दम
उन लम्हों को जी ले एक बार फिर से
मिलना है तुमसे एक बार फिर से
फिर से मिलके करना है
साथ तेरे रहना तय करना है फिर से
Phir Se Lyrics in English
Raaste juda ho to khwaab adhure reh jaate hai
Aaj tum phir se aaye ho to dil bas itna kehta hai
Khoye huye lamhe kabhi phir se laut aate hai
Milna hai tumse ek baar phir se
Karni hai wo saari baatein phir se
Milna hai tumse ek baar phir se
Karni hai wo saari baatein phir se
Dil chahe kar loon main phir se
Mere dil ka izhaar tumse phir se
Tumse
Milna hai tumse ek baar
Baaton mein teri, meri baatein kho gayi
Khwabon mein mere, teri raahein mil gayi
Khwabon mein zaahir kar sake
Haqeeqat mein jo na keh sake
Koshish hai ye keh de is baar phir se
Milna hai tumse ek baar phir se
Jism ko nahi, rooh ko chhu liya
Haath tere thaame, dil mera chal diya
Ab tere ho gaye hai hum
Baahon mein tere nikle dum
UN lamhon ko jeele ek baar phir se
Milna hai tumse ek baar phir se
Phir se milke karna hai
Saath tere rehna tay karna hai phir se