Jai Hanuman Lyrics in Hindi sung and composed by Shreyas Dharmadhikari. This song is written by Shreyas Dharmadhikari & Rishi Pathak. Starring Shobhinaw Satyaa, Chandan k Anand,Vihan Shedge, Anil Rastogi, Purnima Tiwari, Neha Paranjpe, Nikhil Dubey, Rishikesh Dubey and Rajiv Mishra. Music label Times Music.
Jai Hanuman Lyrics in Hindi – Shreyas Dharmadhikari & Rishi Pathak
Jai Hanuman Lyrics in English
Sabka karte ho shubh mangal
Jo bhi naam Ram ka leta
Uske tum harte sankat
Deen-dukhi ke dukh-bhanjan ho
Karuna ke saagar aviran
Jo bhi naam Ram ka leta
Uske tum harte sankat
Ram ke tum ho sakha
Shiv ke tum ho swaroop
Anjani sut bhagwan
Bhakti se ho paripoorn
Sweekaro ab mera pranam
Kaston ko tum har lo bhagwan
Sweekaro ye pranam
Bhakt ki sun lo pukaar Hanuman
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Sweekaro ye pranam
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Sweekaro ye pranam
Sau yojan ke saagar ko
Shan mein paar kiya
Jisne sumira naam tumhara
Usko taar diya
Aaye hain hum sharan tumhaare
Nayan kripa ke raah nihaare
Darshan do bhagwan
Darshan do bhagwan
Sweekaro ab mera pranam
Kaston ko tum har lo bhagwan
Sweekaro ye pranam
Bhakt ki sun lo pukaar Hanuman
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Sweekaro ye pranam
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Sweekaro ye pranam
Sweekaro ye pranam
Sweekaro ye pranam
Sweekaro ye pranam
Bhimaroopi mahaarudra, vajra Hanuman maruti
Vanari anjanisut, ramdoot prabhanjana
Sweekaro ye pranam
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Sweekaro ye pranam
Jai Hanuman, Jai Hanuman
Kaston se do nidaan
Jai Hanuman, Jai Hanuman