Lyrics

पार्वती Parvati Lyrics in Hindi – Hanuman Ansh

Parvati Lyrics in Hindi sung, written and composed by Sadhu S. Tiwari. Starring Shobhinaw Satyaa, Chandan k Anand,Vihan Shedge, Anil Rastogi, Purnima Tiwari, Neha Paranjpe, Nikhil Dubey, Rishikesh Dubey and Rajiv Mishra. Music label Times Music.


पार्वती Parvati Lyrics in Hindi – Hanuman Ansh

Parvati Lyrics in Hindi sung, written and composed by Sadhu S. Tiwari. Starring Shobhinaw Satyaa, Chandan k Anand,Vihan Shedge, Anil Rastogi, Purnima Tiwari, Neha Paranjpe, Nikhil Dubey, Rishikesh Dubey and Rajiv Mishra. Music label Times Music.

Parvati Lyrics in Hindi – Sadhu S. Tiwari

जब ज़िद पे आ गई पार्वती
पार्वती पार्वती
समझाने पहुँचे सप्तऋषि
सप्तऋषि सप्तऋषि

काय ज़िद कर रही
काय को मर रही
काय ज़िद कर रही
काय को मर रही
ऐसे वर के लाने

काय ज़िद कर रही
काय को मर रही
ऐसे वर के लाने

जाके सीस पे गंगा और गले में
डाले फिर रहे साँप
जाके सीस पे गंगा और गले में
डाले फिर रहे साँप
इतने सीधे-सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ

जाके सीस पे गंगा और गले में
डाले फिर रहे साँप
इतने सीधे-सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ

ना खपरा ना छपरा
ना फूस की धरे मड़इया
का खावे को धरो वहाँ
बस रोवत रहत लड़इया

ना खपरा ना छपरा
ना फूस की धरे मड़इया
का खावे को धरो वहाँ
बस रोवत रहत लड़इया

भेष धरे अवधूत फिरे
अब तुमसे का कहे बिन्नू
डोरा डांगर ले घूमें
वे इनके कछुए नइयाँ
वे इनके कछुए नइयाँ

काय ज़िद कर रही
काय तप कर रही
काय ज़िद कर रही
काय को मर रही
ऐसे वर के लाने
हाँ ऐसे वर के लाने

जाके सीस पे गंगा और गले में
डाले फिर रहे साँप
जाके सीस पे गंगा और गले में
डाले फिर रहे साँप
इतने सीधे-सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ

जाके सीस पे गंगा और गले में
डाले फिर रहे साँप
इतने सीधे-सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ

शंभु.. शिव शंभु, भोलेनाथ

जटा लटा न कबहुँ सँवारे
दीसत महा भयंकर
मूड़ पे आधो चंदा और
बेला पे घूमे शंकर

जटा लटा न कबहुँ सँवारे
दीसत महा भयंकर
मूड़ पे आधो चंदा और
बेला पे घूमे शंकर

राम नाम के रसिया हैं वे
और उन्हें क्या चाहने
कामदेव के मर्दनहारी
घर-गृहस्थी क्या जाने
वे घर-गृहस्थी क्या जाने

काय ज़िद कर रही
काय को मर रही
अरे काय ज़िद कर रही
काय तप कर रही
ऐसे वर के लाने
तेन्नू ऐसे वर के लाने

जाके सीस पे गंगा और गले में
डाले फिर रहे साँप
जाके सीस पे गंगा और गले में
डाले फिर रहे साँप
इतने सीधे-सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ

जाके सीस पे गंगा और गले में
डाले फिर रहे साँप
इतने सीधे-सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ

भोले बम भोले
भोले बम भोले
भोले बम भोले
जय जय शिवशंभु

Parvati Lyrics in English

Jab zid pe aa gayi parvati
Parvati parvati
Samjhane pahunche saptarishi
Saptarishi saptarishi

Kaay zid kar rahi
Kaay ko mar rahi
Kaay zid kar rahi
Kaay ko mar rahi
Aise var ke laane

Kaay zid kar rahi
Kaay ko mar rahi
Aise var ke laane

Jaake sees pe ganga aur gale mein
Daale phir rahe saanp
Jaake sees pe ganga aur gale mein
Daale phir rahe saanp
Itne seedhe-saade hain
Sab kehte bholenath, bholenath

Jaake sees pe ganga aur gale mein
Daale phir rahe saanp
Itne seedhe-saade hain
Sab kehte bholenath, bholenath

Na khapra na chhapra
Na foos ki dhare madaiya
Ka khaave ko dharo wahan
Bas rowat rahat ladaiya

Na khapra na chhapra
Na foos ki dhare madaiya
Ka khaave ko dharo wahan
Bas rowat rahat ladaiya

Bhesh dhare avdhoot phire
Ab tumse ka kahe binnu
Dora dangar le ghoomein
Ve inke kachhue naiyaan
Ve inke kachhue naiyaan

Kaay zid kar rahi
Kaay tap kar rahi
Kaay zid kar rahi
Kaay ko mar rahi
Aise var ke laane
Haan, aise var ke laane

Jaake sees pe ganga aur gale mein
Daale phir rahe saanp
Jaake sees pe ganga aur gale mein
Daale phir rahe saanp
Itne seedhe-saade hain
Sab kehte bholenath, bholenath

Jaake sees pe ganga aur gale mein
Daale phir rahe saanp
Itne seedhe-saade hain
Sab kehte bholenath, bholenath

Shambhu… shiv shambhu, bholenath

Jata lata na kabahun sanwaare
Deesat maha bhayankar
Mood pe aadho chanda aur
Bela pe ghoome shankar

Jata lata na kabahun sanwaare
Deesat maha bhayankar
Mood pe aadho chanda aur
Bela pe ghoome shankar

Ram naam ke rasiya hain ve
Aur unhein kya chaahne
Kaamdev ke mardanhaari
Ghar-grihasthi kya jaane
Ve ghar-grihasthi kya jaane

Kaay zid kar rahi
Kaay ko mar rahi
Are kaay zid kar rahi
Kaay tap kar rahi
Aise var ke laane
Tennu aise var ke laane

Jaake sees pe ganga aur gale mein
Daale phir rahe saanp
Jaake sees pe ganga aur gale mein
Daale phir rahe saanp
Itne seedhe-saade hain
Sab kehte bholenath, bholenath

Jaake sees pe ganga aur gale mein
Daale phir rahe saanp
Itne seedhe-saade hain
Sab kehte bholenath, bholenath

Bhole bam bhole
Bhole bam bhole
Bhole bam bhole
Jai jai shivshambhu