Lyrics

मैं तो नहीं हैवान Main Toh Nahi Haiwaan Lyrics in Hindi – Haiwaan

Main Toh Nahi Haiwaan Lyrics in Hindi sung by Raghav Chaitanya from the movie Haiwaan (2026). The song is written by Kumaar and the music is composed by Pritam. Starring Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Shriya Pilgaonkar and Saiyami Kher. Music label Zee Music Company.

Main Toh Nahi Haiwaan Lyrics in Hindi – Kumaar

मैं बुरा नहीं हूँ
है बुरा ज़माना
ख़ामख़ा ज़ुल्म का
मैं बना निशाना

हो है जो ये बगावत
ज़ख़्म है पुराना
जिस ने आग दी है
है उसे जलाना

मेरे सर पे सौ इल्ज़ाम मगर
है गवाह मेरा आसमान

मैं तो नहीं हैवान
मैं तो नहीं हैवान
ओ मैं तो नहीं हैवान
हैवान हैवान

ये वजूद मेरा
दर्द से बना है
माफ़ है मुझे तो
जितने भी गुनाह हैं

अब रहम की दिल में
ना कोई जगह है
तुमको दर्द देना
अब मेरी दवा है

मैं नहीं हूँ वो
बेकसूरों की
बेवजह ही जो ले ले जान

मैं तो नहीं हैवान
मैं तो नहीं हैवान
मैं तो नहीं हैवान
हैवान हैवान

Main Toh Nahi Haiwaan Lyrics in English

Main bura nahi Hu
Hai bura zamana
Khamkha zulm ka
Main bana nishaana

Ho hai jo ye bagawat
Zakhm hai purana
Jis ne aag di hai
Hai use jalana

Mere sar PE sau ilzam magar
Hai gawah mera aasman

Main toh nahi haiwaan
Main toh nahi haiwaan
O main toh nahi haiwaan
Haiwaan haiwaan

Ye wajood mera
Dard se bana hai
Maaf hai mujhe to
Jitne bhi gunaah hai

Ab raham ki dil mein
Na koi jagah hai
Tumko dard dena
Ab meri dawa hai

Main nahi Hu woh
Bekasooron ki
Bewajah hi jo lele jaan

Main toh nahi haiwaan
Main toh nahi haiwaan
Main toh nahi haiwaan
Haiwaan haiwaan