Lyrics

कुंवर सा Kunwar Sa Lyrics in Hindi – Afsana Khan

Kunwar Sa Lyrics in Hindi sung by Afsana Khan. The song is written by Kaartoos and the music is composed by Guryan. Featuring Isha Malviya & Shiv Panditt. Music label Wadhwa Productions.


कुंवर सा Kunwar Sa Lyrics in Hindi – Afsana Khan

Kunwar Sa Lyrics in Hindi sung by Afsana Khan. The song is written by Kaartoos and the music is composed by Guryan. Featuring Isha Malviya & Shiv Panditt. Music label Wadhwa Productions.

Kunwar Sa Lyrics in Hindi – Kaartoos

अँधेरी रातों की मुलाक़ात को
कभी दिल का अंजाम दो
ओ रानी रानी कहना आपका
कभी रानी सा मुकाम दो

बनना था पागल जितना हमें
हम बन चुके हैं
हाँ जी बन चुके हैं

कुँवर सा अब हक़ ना जताया करो जी
थारे हिस्से के हम मर चुके हैं
कुँवर सा अब हक़ ना जताया करो जी
थारे हिस्से के हम मर चुके हैं
कुँवर सा कुँवर सा

आँखों की हवस से जिस्मों के घेर तक
प्यार भी बाज़ारू बना दिया है

आँखों की हवस से जिस्मों के घेर तक
प्यार भी बाज़ारू बना दिया है
गिनती कहाँ थी हमसे टूटे दिलों की
दिल अपना ही चूर करा लिया है
आपके झूठे-मूठे प्यार-व्यार से
हम हर चुके हैं
हाँ जी हर चुके हैं

कुँवर सा अब हक़ ना जताया करो जी
थारे हिस्से के हम मर चुके हैं
कुँवर सा अब हक़ ना जताया करो जी
थारे हिस्से के हम मर चुके हैं
कुँवर सा कुँवर सा

बातें किसी के संग, रातें किसी के संग
आशिक़ की ये तो रिवायत नहीं है
नोचा हमारी रूह को, खरोचा है
मोहब्बत है तेरी, तवायफ़ नहीं है

जो पागल बना दे अंजाम-ए-मोहब्बत से
डर चुके हैं
हाँ जी डर चुके हैं
हाँ जी डर चुके हैं

कुँवर सा अब हक़ ना जताया करो जी
थारे हिस्से के हम मर चुके हैं
कुँवर सा अब हक़ ना जताया करो जी
थारे हिस्से के हम मर चुके हैं
कुँवर सा कुँवर सा

कुँवर सा अब हक़ ना जताया करो जी
जताया करो जी, जताया करो जी

कुँवर सा अब हक़ ना जताया करो जी
कुँवर सा अब हक़ ना जताया करो जी
थारे हिस्से के हम मर चुके हैं
कुँवर सा कुँवर सा

Kunwar Sa Lyrics in English

Andheri raaton ki mulaaqaat ko
Kabhi dil ka anjaam do
O rani rani kehna aapka
Kabhi rani sa mukaam do

Banna tha pagal jitna hume
Hum ban chuke hain
Haan ji ban chuke hain

Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa kunwar sa

Aankhon ki havas se jismon ke gher tak
Pyaar bhi bazaaru bana diya hai

Aankhon ki havas se jismon ke gher tak
Pyaar bhi bazaaru bana diya hai
Ginti kahan thi humse toote dilon ki
Dil apna hi choor kara liya hai
Aapke jhoothe moothe pyaarvyaar se
Hum har chuke hain
Haan ji har chuke hain

Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa kunwar sa

Baatein kisi ke sang raatein kisi ke sang
Aashiq ki ye to riwaayat nahi hai
Nocha humari rooh ko kharocha hai
Mohabbat hai teri tawaif nahi hai

Jo pagal bana de anjaam-e-mohabbat se
Dar chuke hain
Haan ji dar chuke hain
Haan ji dar chuke hain

Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa kunwar sa

Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Jataya karo ji jataya karo ji

Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa kunwar sa