Arz Kiya Hai lyrics in Hindi, sung, written and composed by Anuv Jain, additional vocals by Sarthak Kalyani. Music Label Universal Music India.
Arz Kiya Hai Lyrics in Hindi – Anuv Jain
अब क्या-क्या करें ये इश्क़ में
ना कहते थे कुछ जो, लगे खोज में
क्या लफ़्ज़ चुने, नए आशिक़ ये
इश्क़ में तेरे हैं फ़ैज़ बने
अर्ज़ किया है
हमने भी लिखा कुछ तेरे बारे में है
ऐसे तू लगे कि ग़ुलाब है
और ऐसे तू लगे कि ग़ुलाब है
बागों में दिल के खिलके
इन फ़िज़ाओं में छाए हो हाय
और वैसे हम तो तेरे ही ग़ुलाम हैं
और वैसे हम तो तेरे ही ग़ुलाम हैं
बादशाह दिल के तेरी बाज़ी में
जो तू चाहे तो आ..
डूबे दिलों की क्या नाव बनूँ
मैं ख़ुद तैर पाऊँ ना आँखों में
शायर की फ़ितरत में ही डूबना
मैं क्या ही लड़ूँ तूफ़ानों से
इश्क़ में तेरे हैं फ़ैज़ बने
अर्ज़ किया है
हमने भी लिखा कुछ तेरे बारे में है
हाथों को संभालें मेरे हाथों में
कैसे हाथों को संभालें मेरे हाथों में
जब तक नींद ना आए
इन लकीरों में बातें हो हाय
हाँ.. सब ने तो सब कह दिया है
क्या ही कहूँ जो अभी भी अनकहा है
मैं.. हाय ना मिर्ज़ा ना मीर
ना माहिर, ना ज़ाहिर
करूँ कुछ नया मैं
हाय पर.. जो भी लिखा है जिया है
हाँ जिया है
ऐसे ऐसे ऐसे, कैसे वैसे जैसे
जैसे मैं पढ़ूँ मेरे दिल में जो
मेरी आँखें भी पढ़ें तेरी आँखों को
क्या यह महफ़िल में बैठें या उठें
दौड़ जाने को हाय
तेरी आँखों में तारीफ़ों की तलाश है
मेरी महफ़िल तेरे जाने से वीरान है
मैं बस शायर बना हूँ
सिर्फ़ तू सुनने आए तो
शायद शायर बना हूँ
सिर्फ़ तू सुनने आए तो
Arz Kiya Hai Lyrics in English
Ab Kya-Kya Karein Ye Ishq Mein
Na Kehte The Kuch Jo, Lage Khoj Mein
Kya Lafz Chune, Naye Aashiq Ye
Ishq Mein Tere Hain Faiz Bane
Arz Kiya Hai
Humne Bhi Likha Kuch Tere Baare Mein Hai
Aise Tu Lage Ki Gulaab Hai
Aur Aise Tu Lage Ki Gulaab Hai
Baagon Mein Dil Ke Khilke
In Fizaaon Mein Chhaaye Ho Haaye
Aur Waise Hum Toh Tere Hi Gulaam Hain
Aur Waise Hum Toh Tere Hi Gulaam Hain
Baadshah Dil Ke Teri Baazi Mein
Jo Tu Chaahe Toh Aa..
Doobe Dilon Ki Kya Naav Banoon
Main Khud Tair Paaun Na Aankhon Mein
Shaayar Ki Fitrat Mein Hi Doobna
Main Kya Hi Ladun Toofaanon Se
Ishq Mein Tere Hain Faiz Bane
Arz Kiya Hai
Humne Bhi Likha Kuch Tere Baare Mein Hai
Haathon Ko Sambhaale Mere Haathon Mein
Kaise Haathon Ko Sambhaale Mere Haathon Mein
Jab Tak Neend Na Aaye
In Lakeeron Mein Baatein Ho Haaye
Haan.. Sab Ne Toh Sab Keh Diya Hai
Kya Hi Kahoon Jo Abhi Bhi Ankaha Hai
Main.. Haaye Na Mirza Na Meer
Na Maahir, Na Zaahir
Karoon Kuch Naya Main
Haaye Par.. Jo Bhi Likha Hai Jiya Hai
Haan Jiya Hai
Aise Aise Aise, Kaise Waise Jaise
Jaise Main Padhoon Mere Dil Mein Jo
Meri Aankhein Bhi Padhein Teri Aankhon Ko
Kya Yeh Mehfil Mein Baithein Ya Uthein
Daud Jaane Ko Haaye
Teri Aankhon Mein Taarifon Ki Talaash Hai
Meri Mehfil Tere Jaane Se Veeraan Hai
Main Bas Shaayar Bana Hoon
Sirf Tu Sunne Aaye Toh
Shaayad Shaayar Bana Hoon
Sirf Tu Sunne Aaye Toh