Lyrics

जान-ए -जान Jaan-E-Jaan Lyrics in Hindi – Aditya Rikhari & Farhan Khan

Jaan-E-Jaan Lyrics in Hindi sung, written and composed by Aditya Rikhari & Farhan Khan. Music label T-Series.


जान-ए -जान Jaan-E-Jaan Lyrics in Hindi – Aditya Rikhari & Farhan Khan

Jaan-E-Jaan Lyrics in Hindi sung, written and composed by Aditya Rikhari & Farhan Khan. Music label T-Series.

Jaan-E-Jaan Lyrics in Hindi

– ए – जान Jaan – E – Jaan – Aditya Rikhari & Farhan Khan

See on T-Series YouTube channel

Jaan-E-Jaan Lyrics in Hindi – Aditya Rikhari & Farhan Khan

कैसी उल्फ़त है जाना
दिल भी लगाना मुसीबत है जाना पर

तू बड़ी दिलकश है जाना
तू बड़ी दिलकश है जाना
ले तेरे इश्क़ में
दीवाने की हो गई क्या हालत है जाना पर

तू बड़ी दिलकश है जाना
लिहाज़ फिर तेरी ख़िदमत में जाना ना तू
हाँ तू मेरे इश्क़ को आबाद कर
यूँ कुछ यूँ
भर बाहों में कि आज़ाद कर

तू रख ले साँसें मेरी गिरवी मगर
ये क़र्ज़ दे के मुझसे कभी
जाने की ना फिर बात कर

ले जान-ए-जाँ तेरा हुआ
जी चाहे वैसे ख़र्च दे
दर्द दे दवा हर दर्द की
जी भर के फिर से मुझे दर्द दे
कर ज़ालिमा एक और दफ़ा
बर्बाद पर इस शर्त पे
तेरे हिज्र-ए-ग़म से ना मरे
तो मार देना मुझे हँस के

बैठे-बैठे चौखटों पे तेरी मेरी जाना
कितने ही दिन यूँ ही कट गए हाय
भूरी-भूरी आँखें जिसे देखूँ मार डाले
मुझे भी देखूँ नज़र भर के हाय

जान जा रही हो पर तू सामने जो मेरे
दिल देखे तुझे रुक-रुक के हाय
या मेहंदी मेरे नाम की हथेलियों पे तेरी हो
ख़ुदाया ऐसा कुछ कर दे हाय

सब हार बैठा तेरी चाँद वालियों के सदके
तेरी मिसाले नुसरत की क़व्वालियों में दर्ज़ है
मैं मामूली सा शायर तेरी तारीफ़ें करूँ
तू मेरी शायरी पे बजने वाली तालियों से बढ़के

मुझे ज़रूरत तेरी जैसे रात को सुबह की
जैसे बात को ज़ुबान की, बंदे जात को ख़ुदा की
तू ख़्वाब मेरा चाहूँ अपने ख़्वाब को मैं पालूँ
तू ज़रूरत मेरी जैसे उल्टे हाथ को दुआ की

मेरे सज्दों में शामिल और नमाज़ों में भी
मेरे गुनाह में शामिल तू मेरी शराबों में भी
और जब शराब बनके उतरे मेरे जिस्म में तू
हर ज़र्रा-ज़र्रा तेरा मेरा कुछ बचा ही नहीं

ले जान-ए-जाँ तेरा हुआ
जी चाहे वैसे ख़र्च दे
दर्द दे दवा हर दर्द की
जी भर के फिर से मुझे दर्द दे

कर ज़ालिमा एक और दफ़ा
बर्बाद कर इस शर्त पे
तेरे हिज्र-ए-ग़म से ना मरे
तो मार देना मुझे हँस के

Jaan-E-Jaan Lyrics in English

Kaisi ulfat hai jaana
Dil bhi lagana musibat hai jaana par

Tu badi dilkash hai jaana
Tu badi dilkash hai jaana
Le tere ishq mein
Deewane ki ho gayi kya haalat hai jaana par

Tu badi dilkash hai jaana
Lihaaz phir teri khidmat mein jaana na tu
Haan tu mere ishq ko aabaad kar
Yun kuch yun
Bhar baahon mein ki aazaad kar

Tu rakh le saansein meri girvi magar
Ye karz de ke mujhse kabhi
Jaane ki na phir baat kar

Le jaan-e-jaan tera hua
Ji chahe waise kharch de
Dard de dawa har dard ki
Ji bhar ke phir se mujhe dard de
Kar zaalima ek aur dafa
Barbaad par is shart pe
Tere hijr-e-gham se na mare
To maar dena mujhe Hans ke

Baithe-baithe chaukhaton pe teri meri jaana
Kitne hi din yun hi kat gaye haaye
Bhoori bhoori aankhein jise dekhun maar daale
Mujhe bhi dekhun nazar bhar ke haaye

Jaan ja rahi ho par tu saamne jo mere
Dil dekhe tujhe ruk ruk ke haaye
Ya mehndi mere naam ki hatheliyon pe teri ho
Khudaya aisa kuch kar de haaye

Sab haar baitha teri chaand waaliyon ke sadke
Teri misaale nusrat ki qawwaliyon mein darj hai
Main mamooli sa shayar teri tareefein karun
Tu meri shayari pe bajne waali taaliyon se badhke

Mujhe zaroorat teri jaise raat ko subah ki
Jaise baat ko zubaan ki bande jaat ko khuda ki
Tu khwaab mera chaahun apne khwaab ko main paalun
Tu zaroorat meri jaise ulte haath ko dua ki

Mere sajdon mein shaamil aur namaazon mein bhi
Mere gunaah mein shaamil tu meri sharaabon mein bhi
Aur jab sharaab banke utre mere jism mein tu
Har Zara Zara tera mera kuch bacha hi nahi

Le jaan-e-jaan tera hua
Ji chahe waise kharch de
Dard de dawa har dard ki
Ji bhar ke phir se mujhe dard de

Kar zaalima ek aur dafa
Barbaad kar is shart pe
Tere hijr-e-gham se na mare
To maar dena mujhe Hans ke