Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain Lyrics in Hindi sung by Jubin Nautiyal from the movie Ramayana (2026). The song is written and composed by Dr. Kumar Vishwas. Starring Ranbir Kapoor, Yash, Sai Pallavi, Ravie Dubey and Sunny Deol. Music label T-Series.
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain Lyrics in Hindi – Dr. Kumar Vishwas
(राम श्रृष्टा भी हैं और श्रृष्टि भी हैं)
राम दृष्टा भी हैं और दृष्टि भी हैं
(राम दृष्टा भी हैं और दृष्टि भी हैं)
राम जीवन भी हैं, राम मुक्ति भी हैं
(राम जीवन भी हैं, राम मुक्ति भी हैं )
राम हैं खोज भी, राम युक्ति भी हैं
(राम हैं खोज भी, राम युक्ति भी हैं)
राम मनहर भी हैं और मनस्वी भी हैं
(राम मनहर भी हैं और मनस्वी भी हैं)
राम राजा भी हैं, और तपस्वी भी हैं
(राम राजा भी हैं, और तपस्वी भी हैं)
सियाबल रामरघुनंदन रघुपति दशरथ
सियाबल राममर्यादा पुरुषोत्तम
धनुषधारी सियाराम
राम आराध्य हैं, राम आराधना
(राम आराध्य हैं, राम आराधना)
राम हैं साध्य भी, राम ही साधना
(राम हैं साध्य भी, राम ही साधना)
राम मानस भी हैं, राम गीता भी हैं
(राम मानस भी हैं, राम गीता भी हैं)
राम हैं राम भी, राम सीता भी हैं
(राम हैं राम भी, राम सीता भी हैं)
राम है धारणा, राम ही धर्म भी
(राम है धारणा, राम ही धर्म भी)
राम कारण भी हैं, राम ही कर्म भी
(राम कारण भी हैं, राम ही कर्म भी)
राम महलों में हैं, राम जंगल में हैं
(राम महलों में हैं, राम जंगल में हैं)
राम हैं शोक में, राम मंगल में हैं
(राम हैं शोक में राम मंगल में हैं)
राम हर युग में हैं, राम हर पल में हैं
(राम हर युग में हैं, राम हर पल में हैं)
राम हैं आज में, राम ही कल में हैं
(राम हैं आज में, राम ही कल में हैं)
राम गृहस्त हैं, राम हैं सन्त भी
(राम गृहस्त हैं, राम हैं सन्त भी)
राम आरम्भ भी, राम ही अंत भी
(राम आरम्भ भी, राम ही अंत भी)
राम आरम्भ भी, राम ही अंत भी
(राम आरम्भ भी, राम ही अंत भी)
राम आरम्भ भी, राम ही अंत भी..
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain Lyrics in English
(Ram shrishta bhi hain aur shrishti bhi hain)
Ram drishta bhi hain aur drishti bhi hain
(Ram drishta bhi hain aur drishti bhi hain)
Ram jeevan bhi hain, ram mukti bhi hain
(Ram jeevan bhi hain, ram mukti bhi hain)
Ram hain khoj bhi, ram yukti bhi hain
(Ram hain khoj bhi, ram yukti bhi hain)
Ram manhar bhi hain aur manasvi bhi hain
(Ram manhar bhi hain aur manasvi bhi hain)
Ram raja bhi hain, aur tapasvi bhi hain
(Ram raja bhi hain, aur tapasvi bhi hain)
Siyabal ram raghunandan raghupati dashrath
Siyabal rammaryada puroshattam
Dhanushdhari siyaram
Ram aaraadhya hain, ram aaraadhana
(Ram aaraadhya hain, ram aaraadhana)
Ram hain saadhya bhi, ram hi saadhana
(Ram hain saadhya bhi, ram hi saadhana)
Ram maanas bhi hain, ram geeta bhi hain
(Ram maanas bhi hain, ram geeta bhi hain)
Ram hain ram bhi, ram sita bhi hain
(Ram hain ram bhi, ram sita bhi hain)
Ram hai dhaarana, ram hi dharm bhi
(Ram hai dhaarana, ram hi dharm bhi)
Ram kaaran bhi hain, ram hi karm bhi
(Ram kaaran bhi hain, ram hi karm bhi)
Ram mahalon mein hain, ram jungle mein hain
(Ram mahalon mein hain, ram jungle mein hain)
Ram hain shok mein, ram mangal mein hain
(Ram hain shok mein, ram mangal mein hain)
Ram har yug mein hain, ram har pal mein hain
(Ram har yug mein hain, ram har pal mein hain)
Ram hain aaj mein, ram hi kal mein hain
(Ram hain aaj mein, ram hi kal mein hain)
Ram grihasth hain, ram hain sant bhi
(Ram grihasth hain, ram hain sant bhi)
Ram aarambh bhi, ram hi ant bhi
(Ram aarambh bhi, ram hi ant bhi)
Ram aarambh bhi, ram hi ant bhi
(Ram aarambh bhi, ram hi ant bhi)
Ram aarambh bhi, ram hi ant bhi…