Lyrics

आयी तेरी बात में Aayi Teri Baat Mein Lyrics in Hindi – Palak Muchhal

Aayi Teri Baat Mein Lyrics in Hindi sung, written and composed by Palak Muchhal. Music label Palak Muchhal.


आयी तेरी बात में Aayi Teri Baat Mein Lyrics in Hindi – Palak Muchhal

Aayi Teri Baat Mein Lyrics in Hindi sung, written and composed by Palak Muchhal. Music label Palak Muchhal.

Aayi Teri Baat Mein Lyrics in Hindi

Aayi Teri Baat Mein – Palak Muchhal

See on Palak Muchhal YouTube channel

Aayi Teri Baat Mein Lyrics in Hindi – Palak Muchhal

दिल ने तो रोका था
सबने भी टोका था
माना मैंने माना ना कहना
ले संग चल दी मैं
तेरे ही भरोसे पे
अब तेरे संग ही रहना
तूने ऐसा जादू जो किया
मेरा मन मोह ही लिया

आई मैं आ ही गई
आई तेरी बात में
ठाना मैंने जीना अब
जीना तेरे साथ में
आई मैं आ ही गई
आई तेरी बात में
ठाना मैंने जीना अब
जीना तेरे साथ में

मैं तेरी बन जाऊँ जैसे राधा श्याम की
माला मैंने जप ली है अब तेरे नाम की
मैं तेरी बन जाऊँ जैसे राधा श्याम की
माला मैंने जप ली है अब तेरे नाम की
बस तेरी धुन में हूं मैं ना किसी काम की
मेरी कहानी बस तू ही सुबह शाम की
तूने ऐसा जादू जो किया
मेरा मन मोह ही लिया
आई मैं आ ही गई
आई तेरी बात में
ठाना मैंने जीना अब
जीना तेरे साथ में
आई मैं आ ही गई
आई तेरे बात में
ठाना मैंने जीना अब
जीना तेरे साथ में
सजनी सजनी पिया मन भाये रे

टुक टुक देखे उसे फूले ना समाए रे
सजनी सजनी पिया मन भाये रे
टुक टुक देखे उसे फूले ना समाए रे
सुरतिया प्यारी हिये में बसाए रे
टुक टुक देखे उसे फूले ना समाए रे
टुक टुक देखे उसे फूले ना समाए रे

Aayi Teri Baat Mein Lyrics in English

Dil ne to roka tha
Sabne bhi toka tha
Mana maine mana na kehna
Le sang chal di main
Tere hi bharose pe
Ab tere sang hi rehna
Tune aisa jaadu jo kiya
Mera man moh hi liya

Aayi main aa hi gayi
Aayi teri baat mein
Thana maine jeena ab
Jeena tere saath mein
Aayi main aa hi gayi
Aayi teri baat mein
Thana maine jeena ab
Jeena tere saath mein

Main teri ban jaaun jaise Radha Shyam ki
Mala maine jap li hai ab tere naam ki
Main teri ban jaaun jaise Radha Shyam ki
Mala maine jap li hai ab tere naam ki
Bas teri dhun mein hoon main na kisi kaam ki
Meri kahani bas tu hi subah shaam ki
Tune aisa jaadu jo kiya
Mera man moh hi liya
Aayi main aa hi gayi
Aayi teri baat mein
Thana maine jeena ab
Jeena tere saath mein
Aayi main aa hi gayi
Aayi tere baat mein
Thana maine jeena ab
Jeena tere saath mein
Sajni sajni piya man bhaaye re

Tuk tuk dekhe use phoole na samaaye re
Sajni sajni piya man bhaaye re
Tuk tuk dekhe use phoole na samaaye re
Suratiya pyaari hiye mein basaaye re
Tuk tuk dekhe use phoole na samaaye re
Tuk tuk dekhe use phoole na samaaye re