Lyrics

दिल ये तुम्हीं को Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in Hindi – Mr & Mrs Grey

Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in Hindi sung by Mohammad Faiz from the movie Mr & Mrs Grey (2026). The song is written by Saaveri Verma and the music is composed by Tanishk Bagchi. Featuring Nithya Menen, Vivek Oberoi and Shreya Sharma. Music label Zee Music Company.


दिल ये तुम्हीं को Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in Hindi – Mr & Mrs Grey

Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in Hindi sung by Mohammad Faiz from the movie Mr & Mrs Grey (2026). The song is written by Saaveri Verma and the music is composed by Tanishk Bagchi. Featuring Nithya Menen, Vivek Oberoi and Shreya Sharma. Music label Zee Music Company.

Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in Hindi – Saaveri Verma

सारे जहां की भीड़ में
क्यों ये तुमसे नज़र टकराई है
खींच के मुझको किस्मत मेरी
क्यों तुम तक ले आई है
इतनी हसीन गलती के
आगे कुछ सही नहीं

दिल ये तुम्ही को हो हो हो हो ..
दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं
दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं

इतनी हसीन गलती के
इतनी हसीन गलती के
आगे कुछ सही नहीं

दिल ये तुम्ही को हो हो हो हो ..
दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं

हां तारीफ़ में क्या कहूं
मैं तेरी आंखों की
मांगू रिहाई कैसे
मैं इन सलाखों की

नज़रे उतारूं तेरी तेरी बलाएं लूं
एक एक अदाएं तेरी लगती है लाखों की
ना तुमसे कम हो ना तुमसे ज़्यादा
तेरे संग जीने का करके इरादा

पाके तुझको अब दूजी
पाके तुझको अब दूजी
कोई चाहत रही नहीं

दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं
दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं

इतनी हसीन गलती के
इतनी हसीन गलती के
आगे कुछ सही नहीं
दिल ये तुम्ही को दे बैठे
और बातें कही नहीं

हो रब्बा मेरे रब्बा वे
सुन ले तेनु दस्दा वे
यार बाजो एक पल भी मैं
जी नहीं हूण सकता वे

रब्बा मेरे रब्बा वे
सुन ले तेनु दस्दा वे
यार बाजो एक पल भी मैं
जी नहीं हूण सकता वे

Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in English

Saare jahan ki bheed mein
Kyun ye tumse nazar takrayi hai
Kheench ke mujhko kismat meri
Kyun tum tak le aayi hai
Itni haseen galti ke
Aage kuch sahi nahi

Dil ye tumhi ko ho o o o..
Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi
Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi

Itni haseen galti ke
Itni haseen galti ke
Aage kuch sahi nahi

Dil ye tumhi ko ho o o o..
Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi

Haan tareef mein kya kahun
Main teri aankhon ki
Maangu rihai kaise
Main in salakhon ki

Nazrein utaarun teri
Teri balayein loon
Ek ek adayein teri
Lagti hai laakhon ki

Na tumse kam ho na tumse zyada
Tere sang jeene ka karke iraada

Paake tujhko ab dooji
Paake tujhko ab dooji
Koi chahat rahi nahi

Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi
Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi

Itni haseen galti ke
Itni haseen galti ke
Aage kuch sahi nahi
Dil ye tumhi ko de baithe
Aur baatein kahi nahi

Ho rabba mere rabba ve
Sun le tenu dassda ve
Yaar bajo ek pal bhi main
Jee nahi hoon sakta ve

Rabba mere rabba ve
Sun le tenu dassda ve
Yaar bajo ek pal bhi main
Jee nahi hoon sakta ve