जल परी Jal Pari Lyrics in Hindi – Faheem Abdullah

Jal Pari Lyrics in Hindi sung by Faheem Abdullah. This song is written by Faheem Abdullah & Huzaif Nazar and the music is composed by Faheem Abdullah, Huzaif Nazar & Rather Hashim. Music label T-Series.

See music video of Jal Pari Song on T-Series YouTube channel for your reference and song details. Jal Pari Lyrics in Hindi

Jal Pari Lyrics in Hindi – Faheem Abdullah & Huzaif Nazar



मैं एक शिकारा तुम वो जलपरी
डूबा तो मैं तुम्हारा पार चला तो हारा मैं
बहता हुआ ये पानी मैं और ये किनारा मैं
मोहब्बत में तेरी कर लेते हैं गुज़ारा ये
बहता हुआ ये पानी मैं और ये किनारा मैं
मोहब्बत में तेरी कर लेते हैं गुज़ारा ये
जो चलके आई है, बहार है ना तू
मेरे दिल का करार है ना तू
बुझके जलता वो ख्वाब है ना तू
सुनता पुकार मेरी सदा है ना तू

चली गई, मुझसे कह के यही
मुझे तू भुलाना नहीं
तन्हाई सही, तेरी यादें रही
पर मैं तुझको भुला नहीं

तू है कहीं, ना जाने कहाँ
ढूंढा तुझे दोनों जहाँ
भुला के मुझे, रुला के मुझे
जाने कहाँ मेरी जान

जो चलके आई है, बहार है ना तू
मेरे दिल का करार है ना तू
बुझके जलता वो ख्वाब है ना तू
सुनता पुकार मेरी सदा है ना तू

Jal Pari Lyrics in English

Main ek shikara tum woh jalpari
Dooba to main tumhara, paar chala to hara main
Behta hua ye paani main aur ye kinara main
Mohabbat mein teri kar lete hain guzara ye
Behta hua ye paani main aur ye kinara main
Mohabbat mein teri kar lete hain guzara ye
Jo chalke aayi hai, bahaar hai na tu
Mere dil ka karaar hai na tu
Bujhke jalta woh khwaab hai na tu
Sunta pukaar meri sada hai na tu

Chali gayi, mujhse keh ke yahi
Mujhe tu bhulana nahin
Tanhaai sahi, teri yaadein rahi
Par main tujhko bhula nahin

Tu hai kahin, na jaane kahan
Dhoonda tujhe dono jahaan
Bhula ke mujhe, rula ke mujhe
Jaane kahan meri jaan

Jo chalke aayi hai, bahaar hai na tu
Mere dil ka karaar hai na tu
Bujhke jalta woh khwaab hai na tu
Sunta pukaar meri sada hai na tu