जज़ाक अल्लाह खैर Jazaak Allah Khair Lyrics in Hindi – Javed Ali, Salim Sulaiman

Jazaak Allah Khair Lyrics in Hindi sung by Javed Ali and Salim Merchant. This song is written by Irfan Siddiqui and music composed by Salim Sulaiman. Music label Salim Sulaiman Music. Featuring Pankaj Tripathi.

Jazaak Allah Khair Lyrics in Hindi – Irfan Siddiqui



मुश्किल के जो पल में
कोई दुआओं का दे सिला
तो दिल बोले जज़ाक अल्लाह
कैसी भी अज़ीयत में
हमको रहें ना कोई गिला
तो दिल बोले जज़ाकअल्लाह
कहो दिल से जज़ाक अल्लाह

खुशियों का कोई ज़रिया जो बने
सहराओं में जैसे दरिया वो बने
अल्लाह हमको ज़र्फ दे और दे जज़ा

जज़ाकअल्लाह ख़ैर रहे सब पे
जज़ाकअल्लाह ग़ैर बने अपने
नीयत से है जुदा, रहमत का रास्ता

जज़ाकअल्लाह ख़ैर रहे सब पे
जज़ाकअल्लाह ग़ैर बने अपने
ज़ेहमत उठा ज़रा, नेकी का वास्ता

सजदा करूँ तेरा ओ रब्बुल आलमीन
कर देगा तू करम, मुझको है यक़ीन

तेरी कुदरत या करीम
तेरी अज़मत या रहीम
मिन्नतों को ख़्वाहिशों को
कर मुकम्मल या अज़ीम

जज़ाकअल्लाह ख़ैर रहे सब पे
जज़ाकअल्लाह ग़ैर बने अपने
नीयत से है जुदा, रहमत का रास्ता

जज़ाकअल्लाह ख़ैर रहे सब पे
जज़ाकअल्लाह ग़ैर बने अपने
ज़ेहमत उठा ज़रा, नेकी का वास्ता

बहते इन अश्कों को
कोई तो रोक दे लिल्लाह
तो दिल बोले जज़ाकअल्लाह

खुशियों का कोई ज़रिया जो बने
सहराओं में जैसे दरिया वो बने
अल्लाह हमको ज़र्फ दे और दे जज़ा
जज़ाक अल्लाह

Jazaak Allah Khair Lyrics in English

Mushkil ke jo pal mein
Koi duaaon ka de sila
Toh dil bole jazaak allah
Kaisi bhi aziyat mein
Humko rahein na koi gila
Toh dil bole jazakallah
Kaho dil se jazaakallah

Khushiyon ka koi zariya jo bane
Sehraaon mein jaise dariya woh bane
Allah humko zarf de aur de jazaa

Jazakallah khair rahe sab pe
Jazakallah gair bane apne
Niyat se hai juda. rehmat ka raasta

Jazakallah khair rahe sab pe
Jazakallah gair bane apne
Zehmat utha zara, neki ka vaasta

Sajda karu tera o rab bul aalamaaen
Kar de ga tu karam mujh ko hai yaqeen

Teri qudrat ya karim
Teri azmat ya rahim
Minnaton ko khwahiykon ko
Kar mukammal ya azim

Jazakallah khair rahe sab pe
Jazakallah gair bane apne
Niyat se hai juda. rehmat ka raasta

Jazakallah khair rahe sab pe
Jazakallah gair bane apne
Zehmat utha zara, neki ka vaasta

Behte in ashqon ko
Koi to rokde lillah
Toh dil bole jazakallah

Khushiyon ka koi zariya jo bane
Sehraaon mein jaise dariya woh bane
Allah humko zarf de aur de jazaa
Jazaak allah