Maayi Maayi Lyrics in Hindi sung by Ritviik Muralidhar from the Kannada movie Peter (2025). The song is written by Dibyajeet Sahoo and music composed by Ritviik Muralidhar. Starring.. . Music label Ishtar Music.
.
| See music video of Maayi Maayi Song on Ishtar Music YouTube channel for your reference and song details. | ![]() |
Maayi Maayi Lyrics in Hindi – Dibyajeet Sahoo
माई रे माई
मेरी साँसें तू ओ
माई रे माई
खो गया मेरे
सर से आसमाँ
पास होके भी तू साथ में नहीं
निंदिया ना आये आँखों में
लोरियां ना भाये कोई भी तुझे
क्या-क्या छुपाया दामन में
जो भी तेरा गम है दे दे मुझे
माई माई माई माई
फिर से तू मुस्कुरा
दुनिया से भी लड़ जाऊंगा
मेरे लिए मुस्कुरा
गम के ये गहरे साये
अंगारों पे मैं रखद दूँ
राखों को तेरे पैरों
पे रखूँ मैं रखूँ
मेरे रातों के सितारे
सहमे हुए हैं सारे
माथे पे हाथ रखदे
मैं जियुं मैं जियुं
माई रे माई
माई रे माई
जाने वाले लौटके आते हैं नहीं
किस ख्याल में है तु गुमशुदा
पास होके भी तू साथ में नहीं
Maayi Maayi Lyrics in English
Mai re mai
Meri saanse tu o
Mai re mai
Kho gaya mere
sar se aasmaan
Paas hoke bhi tu saath mein nahi
Nindiya na aaye aankhon mein
Loriyaan na bhaaye koi bhi tujhe
Kya-kya chhupaya daaman mein
Jo bhi tera gham hai de de mujhe
Mai mai mai mai
Phir se tu muskurā
Duniya se bhi lad jaaunga
Mere liye muskurā
Gham ke ye gehre saaye
Angaaron pe main rakh doo’n
Raakhon ko tere pairon
pe rakhoon main rakhoon
Mere raaton ke sitaare
Sehme hue hain saare
Maathay pe haath rakh de
Main jiyun main jiyun
Mai re mai
Mai re mai
Jaane waale laut ke aate hain nahi
Kis khayaal mein hai tu gumshuda
Paas hoke bhi tu saath mein nahi
