Zulmi Lyrics in Hindi sung by Heer from the movie Pehla Pyaar Doosri Baar (2026). The song is written by Kumaar and the music is composed by Tanishk Bagchi. Music label T-Series.
Zulmi Lyrics in Hindi – Kumaar
मैं हूँ तेरे साथ में राज़ी
चाहे बदनाम भी हो जाऊँ
फिर भी तेरे हाथ में बाज़ी
तेरी तलब का ये नशा नशा
नशा नज़र पे जो चढ़ा चढ़ा
चढ़ा जो ज़िद पे है अड़ा अड़ा
है के मनमानियाँ सी ये करने लगा
मुझको नहीं शर्म ज़रा भी
तुझपे है ये आँख शराबी
आजा आज करें ख़राबियाँ
जिया बेकरार है
अँखियाँ दो से चार है
जीना दुशवार है
जुल्मी तेरा प्यार है
इतनी सी ज़िद है मेरी
बाँहों में आके तेरी
जाने का नाम ना लूँगी
आजा तू कर ना देरी
एक तू ही मेरे मतलब का
मैंने क्या करना है सबका
पीछा नहीं छोड़ेगा तेरा
मेरा ये इश्क़ है आफ़त सा
मुझको नहीं शर्म ज़रा भी
तुझपे है ये आँख शराबी
आजा आज करें ख़राबियाँ
जिया बेकरार है
अँखियाँ दो से चार है
जीना दुशवार है
ज़ालिम तेरा प्यार है
दिल सँभाला है
एक तेरी ख़ातिर ही
कई सालों से
हो हो आजा बाँहों में
मैं कब तक इश्क़ करूँ
इन ख़यालों से
दिल सँभाला है
एक तेरी ख़ातिर ही
कई सालों से
हो हो आजा बाँहों में
मैं कब तक इश्क़ करूँ
इन ख़यालों से
Zulmi Lyrics in English
Main hoon tere saath mein raazi
Chaahe badnaam bhi ho jaaun
Phir bhi tere haath mein baazi
Teri talab ka yeh nasha nasha
Nasha nazar Pe jo chadha chadha
Chadha jo zid Pe hai Ada Ada
Hai ke manmaaniyan si ye karne laga
Mujhko nahi sharam Zara bhi
Tujhpe hai ye aankh sharaabi
Aaja aaj karein kharaabiyan
Jiya bekaraar hai
Ankhiyan do se chaar hai
Jeena dushwaar hai
Zulmi tera pyaar hai
Itni si zid hai meri
Baanhon mein aake teri
Jaane ka naam na lungi
Aaja tu kar na deri
Ek tu hi mere MATLAB ka
Maine kya karna hai sab ka
Peechha nahi chhodega tera
Mera ye ishq hai aafat sa
Mujhko nahi sharam Zara bhi
Tujhpe hai ye aankh sharaabi
Aaja aaj karein kharaabiyan
Jiya bekaraar hai
Ankhiyan do se chaar hai
Jeena dushwaar hai
Zulmi tera pyaar hai
Dil sambhaala hai
Ek teri khaatir hi
Kayi saalon se
Ho ho aaja baanhon mein
Main kab tak ishq karu
In khayaalon se
Dil sambhaala hai
Ek teri khatir hi
Kayi saalon se
Ho ho aaja baanhon mein
Main kab tak ishq karu
In khayaalon se