Old Songs Hindi Lyrics

चला जाता हूँ Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi – Mere Jeevan Saathi

Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi sung by Kishore Kumar from the movie Mere Jeevan Saathi. The song is written by Majrooh Sultanpuri and the music is composed by R.D Burman. Starring Rajesh Khanna.


चला जाता हूँ Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi – Mere Jeevan Saathi

Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi sung by Kishore Kumar from the movie Mere Jeevan Saathi. The song is written by Majrooh Sultanpuri and the music is composed by R.D Burman. Starring Rajesh Khanna.

Chala Jata Hoon Song Details

📌 Song Title Chala Jata Hoon
🎞️ Album Mere Jeevan Saathi (1972)
🎤 Singer Kishore Kumar
✍️ Lyrics Majrooh Sultanpuri
🎼 Music R.D Burman
🏷️ Music Label Saregama
▶︎ See music video of Chala Jata Hoon Song on Saregama YouTube channel for your reference and song details. Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi

Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi – Majrooh Sultanpuri

चला जाता हूँ किसी की धुन में
धड़कते दिल के तराने लिए
चला जाता हूँ किसी की धुन में
धड़कते दिल के तराने लिए

मिलन की मस्ती भरी आँखों में
हजारों सपने सुहाने लिए हो ओओ
चला जाता हूँ किसी की धुन में
धड़कते दिल के तराने लिए

ये मस्ती के नज़ारे हैं
तो ऐसे में संभालना कैसा मेरी कसम
जो लहराती डगरिया हो तो फिर क्यों ना
चलूँ मैं बहका बहका रे
मेरे जीवन में ये शाम आयी है
मोहब्बत वाले ज़माने लिए हो ओओ
चला जाता हूँ किसी की धुन में
धड़कते दिल के तराने लिए

वो आलम भी अजब होगा
वो जब मेरे करीब आयेगी मेरी कसम
कभी बईयां छुड़ा लेगी
कभी हँस के गले से लग जाएगी हाय
मेरी बाहों में मचल जायेगी
वो सच्चे झूठे बहाने लिए हो ओओ
चला जाता हूँ किसी की धुन में
धड़कते दिल के तराने लिए

बहारों में नजारों में नज़र डालूँ
तो ऐसा लागे मेरी कसम
वो नैनों में भरे काजल घुंघट खोले
खड़ी है मेरे आगे रे
शर्म से बोझल झुकी पलकों में
जवान रातों के फ़साने लिए हो ओओ
चला जाता हूँ किसी की धुन में
धड़कते दिल के तराने लिए

मिलन की मस्ती भरी आँखों में
हजारों सपने सुहाने लिए हो ओओ
चला जाता हूँ किसी की धुन में
धड़कते दिल के तराने लिए

ला ला..
हे हे..हो हो..
हे हे..
ला ला..

Chala Jata Hoon Lyrics in English

Chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye
Chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

Milan ki masti bhari aankhon mein
Hazaron sapne suhaane liye ho oo
Chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

Ye masti ke nazaare hain
To aise mein sambhalna kaisa meri kasam
Jo lehraati dagariya ho to phir kyun na
Chaloon mai behka behka re
Mere jeevan mein ye shaam aayi hai
Mohabbat waale zamane liye ho oo
Chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

Woh aalam bhi ajab hoga
Woh jab mere kareeb aayegi meri kasam
Kabhi bahiyan chhuda legi
Kabhi hans ke gale se lag jaayegi haye
Meri baahon mein machal jaayegi
Woh sachche jhoothe bahaane liye ho oo
Chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

Baharon mein nazaron me nazar daaloon
To aisa laage meri kasam
Woh nainon mein bhare kaajal ghooghat khole
Khadi hai mere aage re
Sharam se bojhal jhuki palkon mein
Jawan raaton ke fasane liye ho oo
Chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

Milan ki masti bhari aankhon mein
Hazaron sapne suhaane liye ho oo
Chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

La la …
Hey hey..ho ho..
Hey hey..
La la..