जरा जरा Zara Zara Lyrics in Hindi – Gandhi Talks

Zara Zara Lyrics in Hindi sung by Hinanaaz Bali & Faiz Mustafa from the movie Gandhi Talks. The song is written by Nirmika Singh and music composed by A.R. Rahman. Starring Vijay Sethupathi & Aditi Rao Hydari. Music Label Saregama Music.

See music video of Zara Zara Song on Saregama Music YouTube channel for your reference and song details. Zara Zara Lyrics in Hindi

Zara Zara Lyrics in Hindi – Nirmika Singh



ज़रा ज़रा हैरान मैं हुई
समझ के सारी बातें भी नादान मैं हुई
कुर्बानियों में जो मजा है
ज़रा ज़रा हैरान मैं हुई

आज अगर रो जाऊ ना रोको
जुदा भी हुए तो अमर हो के देखो
छुप छुप के खुशियां मना रहें हैं
ज़रा ज़रा हैरान मैं हुई
समझ के सारी बातें भी नादान मैं हुई

जिंदगी को ले के मेरे सौ तरीके धीरे धीरे भींगे से
रास्ते वही हैं जानती नहीं हैं मेरी कुर्बानियां
मंजिलों ने टोका सांसों ने भी रोका आंखों में गुरूर
मेरी मनमानियो ने पिघलाया
ये प्यार हमारा कहां बह रहा है
घर में तुम्हारे सिरहाने हमारे
खामोशियों ने कहा है हमसे
ज़रा ज़रा हैरान मैं हुई
समझ के सारी बातें भी नादान मैं हुई

मेरे घर के नीचे नीली एक नदी है मानो जिंदगी है ये
लकीरों से रोकी लकीरों से जोड़ी मोहब्बत का जलजला है
इस पार मैं हूं उस पार तुम रोकना जरूर
मैं जान भी दे ना पाया
दो बूंद ले के समंदर बनाए
एक समियाने में जीवन सजाए
तूफान मुझे बहलाए
ज़रा ज़रा हैरान मैं हुई
समझ के सारी बातें भी नादान मैं हुई

Zara Zara Lyrics in English

Zara zara hairaan main hui
Samajh ke saari baatein bhi naadaan main hui
Qurbaaniyon mein jo maza hai
Zara zara hairaan main hui

Aaj agar ro jaaun na roko
Juda bhi hue to amar ho ke dekho
Chhup chhup ke khushiyaan mana rahe hain
Zara zara hairaan main hui
Samajh ke saari baatein bhi naadaan main hui

Zindagi ko le ke mere sau tareeke dheere dheere bheenge se
Raaste wahi hain, jaanti nahin hain meri qurbaaniyaan
Manzilon ne toka, saanson ne bhi roka, aankhon mein guroor
Meri manmaaniyon ne pighlaaya
Ye pyaar humaara kahaan beh raha hai
Ghar mein tumhaare, sirhaane uamaare
Khamoshiyon ne kaha hai humse
Zara zara hairaan main hui
Samajh ke saari baatein bhi naadaan main hui

Mere ghar ke neeche neeli ek nadi hai, maano zindagi hai ye
Lakeeron se roki, lakeeron se jodi, mohabbat ka jaljala hai
Is paar main hoon, us paar tum, rokna zaroor
Main jaan bhi de na paaya
Do boond le ke samandar banaaye
Ek shamiyaane mein jeevan sajaaye
Toofaan mujhe behlaaye
Zara zara hairaan main hui
Samajh ke saari baatein bhi naadaan main hui