Tera Yaar Hoon Main Lyrics in Hindi sung by Sachet Tandon and Payal Dev. The song is written by Kunaal Vermaa and the music is composed by Payal Dev & Aditya Dev. Featuring Aman Indra Kumar and Akanksha Sharma. Music label Zee Music Company.
Tera Yaar Hoon Main Lyrics in Hindi – Kunaal Vermaa
मैं हर एक सजदे में
फर्क नहीं अब कोई भी
तेरे और उसके दर्जे में
मेरे साथ जहां एक बार है तू
तेरे साथ वहां सौ बार हूं मैं
तेरा यार हूं मैं
तेरा प्यार हूं मैं
तेरा यार हूं मैं
तेरा प्यार हूं मैं
तू दिल की रज़ा है तो इजहार हूं मैं
तू मिलने का वादा इंतजार हूं मैं
तेरा यार हूं मैं
तेरा प्यार हूं मैं
चाहना है तुझको आखिरी कदम तक
तेरा बन के जीना है मुझे मरते दम तक
तू जो मिला है मुझको मेरी खुशनसीबी
जीते जी यूं मिलती है कहां सबको जन्नत
जिंदगी की हंसी भी लूटा के अगर
तेरे गम भी मिले तो खरीदार हूं मैं
तेरा यार हूं मैं
तेरा प्यार हूं मैं
तेरा यार हूं मैं
तेरा प्यार हूं मैं
Tera Yaar Hoon Main Lyrics in English
Main har ek sajde mein
Fark nahi ab koi bhi
Tere aur uske darje mein
Mere saath jahan ek baar hai tu
Tere saath wahan sau baar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Tu dil ki raza hai to izhaar hoon main
Tu milne ka wada intezaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Chaahna hai tujhko aakhiri kadam tak
Tera ban ke jeena hai mujhe marte dam tak
Tu jo mila hai mujhko meri khushnaseebi
Jeete jee yun milti hai kahan sabko jannat
Zindagi ki hansi bhi loota ke agar
Tere gum bhi mile to kharidaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main