एक मुलाकात Ek Mulaqaat Lyrics in Hindi – Vishal Mishra, Shreya Ghoshal

Play free online games at Hinditracks

Ek Mulaqaat Lyrics in Hindi sung by Vishal Mishra, Shreya Ghoshal, starring Abhishek Malhan and Sakshi Malik. The song is written by Rashmi Virag with Sameer Anjaan, and music is composed by Javed–Mohsin.

Ek Mulaqaat Song Details

📌 Song Title Ek Mulaqaat
🎤 Singer Vishal Mishra, Shreya Ghoshal
✍️ Lyrics Kunaal Vermaa
🎼 Music Javed–Mohsin
🏷️ Music Label VYRL Originals
▶︎ See music video of Ek Mulaqaat Song on VYRL Originals YouTube channel for your reference and song details. Ek Mulaqaat Lyrics in Hindi

Ek Mulaqaat Lyrics in Hindi – Kunaal Vermaa




वाकिफ नहीं है तू मुझसे ओ सनम
जितना दर्द दोगे रहेगा उतना कम
जाने हुई कैसी ये दूरियां
जितना तू तड़पे उतना तड़पे है हम
जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
एक मुलाकात जरूरी है सनम
एक मुलाकात जरूरी है सनम

इससे पहले के ये साँसें हो खतम
इससे पहले के ये साँसें हो खतम
एक मुलाकात जरूरी है सनम
एक मुलाकात जरूरी है सनम

रब्बा रब्बा करता है दर्द दर्द मेरा
दुनिया क्यूँ समझे न इश्क इश्क मेरा
किसी को कभी न मिले यारा से जुदाई
मेरा नहीं मेरा नहीं वक्त वक्त मेरा
टूटे नहीं टूटे नहीं सब्र सब्र तेरा
मरके भी करूंगा न तुझसे बेवफाई

वक्त लगता है जरा सी देर होती है
कभी तो सौ जनम भी कम पढ़ जाते हैं
मैं समझती हूँ मगर यह दिल नहीं समझे
लहर से क्यूँ किनारे मिल न पाते हैं

जाने हुई कैसे ये दूरियां
जितना तू तड़पे उतना तड़पे हैं हम
इससे पहले के मेरा टूटे भरम
इससे पहले के मेरा टूटे भरम
एक मुलाकात जरूरी है सनम
एक मुलाकात जरूरी है सनम

जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
एक मुलाकात जरूरी है सनम
एक मुलाकात जरूरी है सनम

More Songs You May Like:
जिहाल-ए-मस्कीं Zihal E Miskin (original song) – Ghulami
द हिक सोंग The Hic Song
दिल का पता Dil Ka Pata
अल्कोहलिया Alcoholia
जयकाल महाकाल Jaikal Mahakal
ले सजना Le Sajna
मनिके Manike
वासलड़ी Vasaladi
तू बनके हवा Tu Banke Hawa
इश्क इश्क करके Ishq Ishq Karke
ढोल बजा Dhol Bajaa
इश्क़ मंगदा Ishq Mangda
इंतजार करने दो Intezaar Karne Do
फरियाद Fariyaad
जानिये Janiye
तेरा की ख्याल Tera Ki Khayal

Ek Mulaqaat Lyrics in English

Waakif nahi hai tu mujhse oh sanam
Jitna dard doge rahega utna kam
Jaane huyi kaisi yeh dooriyan
Jitna tu tadpe utna tadpe hai hum
Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Isse pehle ke yeh saansein ho khatam
Isse pehle ke yeh saansein ho khatam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Rabba rabba karta hai dard dard mera
Dunia kyun samjhe na ishq ishq mera
Kisiko kabhi na miley yaara se judaayi
Mera nahi mera nahi waqt waqt mera
Toote nahi toote nahi sabr sabr tera
Marke bhi karunga na tujhse bewafayi

Waqt lagta hai zra si der hoti hai
Kabhi toh sau janam bhi kam parh jaate hain
Main samajhti hu magar yeh dil nahi samjhe
Lehar se kyun kinare mil na paate hain

Jaane huyi kaise yeh dooriyaan
Jitna tu tadpe utna tadpe hain hum
Isse pehle ke mera toote bharam
Isse pehle ke mera toote bharam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Hinditracks on Whatsapp