Thahre Huye Paani Mein Lyrics in Hindi from the movie Dalaal (1993) sung by Kumar Sanu। The song is written by Maya Govind and Prakash Mehra and music composed by Bappi Lahiri. Starring Mithun Chakraborty and Ayesha Jhulka.
Thahre Huye Paani Mein Song Details
📌 Song Title | Thahre Huye Paani Mein |
🎞️ Movie | Dalaal (1993) |
🎤 Singer | Kumar Sanu |
✍️ Lyrics | Maya Govind, Prakash Mehra |
🎼 Music | Bappi Lahiri |
🏷️ Music Label | Venus |
▶︎ See music video of Thahre Huye Paani Mein Song on Ishtar Music YouTube channel for your reference and song details. | ![]() |
Thahre Huye Paani Mein Lyrics in Hindi – Maya Govind, Prakash Mehra
चांदनी करे इजाफा समंदर की रवानी में
अच्छी नहीं छेड़खानी देखो अहदे जवानी में
अजनबी हैं हम, गैर हैं, बाकि हैं अभी दूरियां
कंकर क्यों फिर मारती हो तुम, इस ठहरे हुए पानी में
ठहरे हुए पानी में, कंकर ना मार साँवरी
मन में हलचल सी, मच जायेगी बावरी हो
ठहरे हुए पानी में, कंकर ना मार साँवरी
मन में हलचल सी, मच जायेगी बावरी हो
ठहरे हुए पानी में
मेरे लिए है तू अनजानी
तेरे लिए हूँ मैं बेगाना
अनजाने ने बेगाने का
दर्द भला कैसे पहचाना
जो इस दुनिया ने ना जाना
ठहरे हुए पानी में, कंकर ना मार साँवरी
मन में हलचल सी, मच जायेगी बावरी हो
ठहरे हुए पानी में
सब फूलों के हैं दीवाने
कांटो से दिल कौन लगाए
भोली सजनी मैं हूँ काँटा
क्यों अपना आँचल उलझाये
रब तुझको कांटो से बचाये
ठहरे हुए पानी में, कंकर ना मार साँवरी
मन में हलचल सी, मच जायेगी बावरी हो
ठहरे हुए पानी में
तुम ही बताओ कैसे बसेगी
दिल के अरमानों की बस्ती
ख़्वाब अधूरे रह जाएंगे
मिट जायेगी इनकी हस्ती
चलती है क्या रेत पे कश्ती
ठहरे हुए पानी में, कंकर ना मार साँवरी
मन में हलचल सी, मच जायेगी बावरी हो
ठहरे हुए पानी में, कंकर ना मार साँवरी
मन में हलचल सी, मच जायेगी बावरी हो
ठहरे हुए पानी में
Thahre Huye Paani Mein Lyrics in English
Chandni kare ijafa samandar ki rawani mein
Acchi nahi chhedkhani dekho ahde jawani mein
Ajnabi hain hum, gair hain baki hain abhi duriyaan
Kankar kyon marti ho tum, iss thehre huye pani mein
Thehre huye paani mein
Kankar na maar sanwari
Mann mein halchal si
Mach jayegi baawari ho
Thehre huye paani mein
Kankar na maar sanwari
Mann mein halchal si
Mach jayegi baawari ho
Thehre huye paani mein
Mere liye hai tu anjaani
Tere liye hun main begana
Anjane ne begane kaa dard
Bhala kaise pahachana
Jo is duniya ne naa jana
Thehre huye paani mein
Kankar na maar sanwari
Mann mein halchal si
Mach jayegi baawari ho
Thehre huye paani mein
Sab phoolo ke hai deewane
Kanto se dil kaun lagaye
Bholi sajni main hun kaanta
Kyon apna aanchal uljhaye
Rab tujhko kanto se bachaye
Thehre huye paani mein
Kankar na maar sanwari
Mann mein halchal si
Mach jayegi baawari ho
Thehre huye paani mein
Tumhi batao kaise basegi
Dil ke armaano ki basti
Khwab adhure rah jayenge
Mit jayegi inki hasti
Chalti hai kya ret pe kasti
Thehre huye paani mein
Kankar na maar sanwari
Mann mein halchal si
Mach jayegi baawari ho
Thehre huye paani mein
Kankar na maar sanwari
Mann mein halchal si
Mach jayegi baawari ho
Thehre huye paani mein