Old Songs Hindi Lyrics

तुम बीन जाऊँ कहाँ Tum Bin Jaoon Kahan Lyrics in Hindi – Pyar Ka Mausam

Tum Bin Jaoon Kahan Lyrics in Hindi sung by Kishore Kumar from the movie Pyar Ka Mausam. The song is written by Majrooh Sultanpuri and the music is composed by R. D. Burman. Starring Shashi Kapoor and Asha Parekh.


तुम बीन जाऊँ कहाँ Tum Bin Jaoon Kahan Lyrics in Hindi – Pyar Ka Mausam

Tum Bin Jaoon Kahan Lyrics in Hindi sung by Kishore Kumar from the movie Pyar Ka Mausam. The song is written by Majrooh Sultanpuri and the music is composed by R. D. Burman. Starring Shashi Kapoor and Asha Parekh.

Tum Bin Jaoon Kahan Song Details

📌 Song Title Tum Bin Jaoon Kahan
🎞️ Album Pyar Ka Mausam (1969)
🎤 Singer Kishore Kumar
✍️ Lyrics Majrooh Sultanpuri
🎼 Music R. D. Burman
🏷️ Music Label Saregama
▶︎ See music video of Tum Bin Jaoon Kahan Song on Saregama YouTube channel for your reference and song details. Tum Bin Jaoon Kahan Lyrics in Hindi

Tum Bin Jaoon Kahan Lyrics in Hindi – Majrooh Sultanpuri

हाहा हाहा हा आआ
हम्म हम्म हम्म आ आ
हाहा हाहा

तुम बिन जाऊँ कहाँ
तुम बिन जाऊँ कहाँ
की दुनिया में आके
कुछ ना फिर चाहा कभी
तुमको चाह के

तुम बिन जाऊँ कहाँ
की दुनिया में आके
कुछ ना फिर चाहा कभी
तुमको चाह के
तुम बिन

हाहाहा हा हा आआ आ
हाहाहा हा हा आआ आ
हाहाहा हा आ आ आआ आ
हाहाहा हा अउ उउ उ

रह भी सकोगे तुम कैसे
होके मुझसे जुदा
हट जायेंगी दीवारें
सुन के मेरी सदा
आना होगा तुम्हें मेरे लिये
साथी मेरी सूनी राह के

तुम बिन जाऊँ कहाँ
की दुनिया में आके
कुछ ना फिर चाहा कभी
तुमको चाह के
तुम बिन

कितनी अकेली सी पहले
थी यही दुनिया
तुमने नज़र जो मिलाई
बस गई दुनिया
दिल को मिली जो तुम्हारी लगन
दिये जल गये
मेरी आह से

तुम बिन जाऊँ कहाँ
तुम बिन जाऊँ कहाँ
की दुनिया में आके
कुछ ना फिर चाहा कभी
तुमको चाह के
तुम बिन

Tum Bin Jaoon Kahan Lyrics in English

Haha haha ha aaaa
Hmm hmm hmm aa aa
Haha haha

Tum bin jaoon kahan
Tum bin jaoon kahan
Ki duniya mein aake
Kuchh na phir chaha kabhi
Tumko chah ke

Tum bin jaoon kahan
Ki duniya mein aake
Kuchh na phir chaha kabhi
Tumko chah ke
Tum bin

Hahaha ha ha aaaa aa
Hahaha ha ha aaaa aa
Hahaha ha aa aa aaaa aa
Hahaha ha au uu u

Reh bhi sakoge tum kaise
Hoke mujhse juda
Hat jaayengi deewarein
Sun ke meri sada
Aana hoga tumhein mere liye
Sathi meri sooni raah ke

Tum bin jaoon kahan
Ki duniya mein aake
Kuchh na phir chaha kabhi
Tumko chah ke
Tum bin

Kitni akeli si pehle
Thi yhi duniya
Tumne nazar jo milayi
Bas gayi duniya
Dil ko mili jo tumhari lagan
Diye jal gaye
Meri aah se

Tum bin jaoon kahan
Tum bin jaaoon kahan
Ki duniya mein aake
Kuchh na phir chaha kabhi
Tumko chah ke
Tum bin