Chanda Sitare lyrics in Hindi from the movie Naseeb (1998) sung by Udit Narayan and Alka Yagnik. This beautiful dance song is written by Sameer and the music is composed by Nadeem-Shravan. Starring Govinda and Mamta Kulkarni.
Chanda Sitare Lyrics in Hindi – Sameer
पूनम की तुम रात हो
जुल्फें तुम्हारी काली घटा तुम
सावन की बरसात हो
बाघो में कालिया कलियों में खुशबू
खुशबू की तुम बात हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
आँखे मेरी बस देखे तुम्हे तुम
ख़्वाबों की बरात हो
होंठो पे नग़मे उनमे दुवाये
तुम उनकी सौगता हो
सीने में छोटा सा एक दिल है
तुम उसके जज्बात हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
आ आ..
हसी हसी वडिया ठैर ज़रा झूमालून
मेरे लबों से तेरे लबों को में चुम्लूं
सुबह श्याम रात दिन मांगती हूँ ये दुआ
कही किसी मोड़ पे कभी हो न हम जुदा
ऐसी मुलाक़ात हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
खिली खिली धुप हो जवान जवान शाम हो
मेरे लबों पे सनम सिर्फ तेरा नाम हो
तेरा ही ख्याल हो तेरा ही सुरूर हो
साजन तेरे प्यार का मांग में सिंदूर हो
हाथों में यह हाथ हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
चांद सितारे बिंदिया तुम्हारी
पूनम की तुम रात हो
जुल्फें तुम्हारी काली घटा तुम
सावन की बरसात हो
बाघो में कालिया
कलियों में खुशबू
खुशबू की तुम बात हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
आँखे मेरी बस देखे तुम्हे तुम
ख़्वाबों की बरात हो
होंठो पे नग़मे उनमे दुवाये
तुम उनकी सौगता हो
सीने में छोटा सा एक दिल है
तुम उसके जज्बात हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
मैं तुम्हारे साथ हूँ ज़िन्दगी भर
तुम मेरे साथ हो
Chanda Sitare Lyrics in English
Poonam ki tum raat ho
Zulfen tumhaari kaali ghata tum
Saawan ki barsaat ho
Baaghon mein kaliyaan kaliyon mein khushboo
Khushboo ki tum baat ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Aankhen meri bas dekhe tumhe tum
Khwaabon ki baraat ho
Honthon pe naghme unmein duayein
Tum unki saugaat ho
Seene mein chhota sa ek dil hai
Tum uske jazbaat ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Aa aa..
Hasi hasi wadiyaan thahar zara jhoom loon
Mere labon se tere labon ko main choom loon
Subah shaam raat din maangti hoon ye dua
Kahin kisi mod pe kabhi ho na hum juda
Aisi mulaaqaat ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Khili khili dhoop ho jawaan jawaan shaam ho
Mere labon pe sanam sirf tera naam ho
Tera hi khayaal ho tera hi suroor ho
Saajan tere pyaar ka maang mein sindoor ho
Haathon mein yeh haath ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Chaand sitaare bindiya tumhaari
Poonam ki tum raat ho
Zulfen tumhaari kaali ghata tum
Saawan ki barsaat ho
Baaghon mein kaliyaan
Kaliyon mein khushboo
Khushboo ki tum baat ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Aankhen meri bas dekhe tumhe tum
Khwaabon ki baraat ho
Honthon pe naghme unmein duayein
Tum unki saugaat ho
Seene mein chhota sa ek dil hai
Tum uske jazbaat ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhaare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho