आप की आँखों में कुछ Aap Ki Ankhon Mein Kuch Lyrics in Hindi – Kishore, Lata

Aap Ki Ankhon Mein Kuch Lyrics in Hindi sung by Kishore Kumar and Lata Mangeshkar from the movie Ghar. The song is written by Gulzar and music composed by R.D Burman. Starring Vinod Mehra and Rekha.

Aap Ki Ankhon Mein Kuch Song Details

📌 Song Title Aap Ki Ankhon Mein Kuch
🎞️ Album Ghar (1978)
🎤 Singer Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
✍️ Lyrics Gulzar
🎼 Music R.D Burman
🏷️ Music Label Saregama
▶︎ See music video of Aap Ki Ankhon Mein Kuch Song on Saregama YouTube channel for your reference and song details. roop tera mastana lyrics in Hindi

Aap Ki Ankhon Mein Kuch Lyrics in Hindi – Gulzar



आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
आप से भी खूबसुरत आपके अंदाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं

लब हिलें तो मोगरे के फूल खिलते है कहीं
लब हिलें तो मोगरे के फूल खिलते है कहीं
आप की आँखों में क्या साहिल भी मिलते हैं कहीं
आप की खामोशियाँ भी आप की आवाज़ हैं

आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
आप से भी खूबसुरत आपके अंदाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं

आप की बातों में फिर कोई शरारत तो नहीं
आप की बातों में फिर कोई शरारत तो नहीं
बेवजह तारीफ़ करना आप की आदत तो नहीं

आप की बदमाशियों के ये नए अंदाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
ओह हो आप से भी खूबसुरत आपके अंदाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं

More Songs by Kishore Kumar:
रिम-झिम गिरे सावन Rimjhim Gire Sawan
ये जो मोहब्बत है Ye Jo Mohabbat Hai
प्यार दीवाना होता है Pyar Deewana Hota Hai
जिस गली में Jis Gali Mein Tera Ghar
आज न छोड़ेंगे Aaj Na Chhodenge
ये शाम मस्तानी Ye Sham Mastani
पग घुंघरू बाँध Pag Ghunghroo Bandh
रात बाकी बात बाकी Raat Baaki Baat Baaki
थोड़ी सी जो पी ली है Thodi Si Jo Pee Li Hai
दिल ऐसा किसी ने Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda
जवानी जानेमन Jawani Janeman
आज रपट जायें तो Aaj Rapat Jaayen To
ज़रुरत है ज़रुरत है Zaroorat Hai Zaroorat Hai

Aap Ki Ankhon Mein Kuch Lyrics in English

Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai

Aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai

Lab hile to mogare ke
Phool khilte hain kahin
Lab hile to mogare ke
Phool khilte hain kahin
Aap ki aankhon mein
Kya saahil bhi milte hai kahin

Aap ki khaamoshiyaan
Bhi aap ki aawaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai

Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki baaton mein phir
Koi sharaarat to nahin
Aap ki baaton mein phir
Koi sharaarat to nahin

Bevaja taarif karna aap
Ki aadat to nahin
Aap ki badmaashiyon ke
Yeh naye andaaz hai

Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
O aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai

close