दिल मेरा तोड़ के Dil Mera Tod Ke Lyrics in Hindi – Ashish Kulkarni

Dil Mera Tod Ke lyrics in Hindi sung by Ashish Kulkarni from the album Woh Ek Mulaqaat. The song is written by Sameer Anjaan and music is composed by Shameer Tandon.

Dil Mera Tod Ke Song Details

📌 Song Title Dil Mera Tod Ke
🎞️ Album Woh Ek Mulaqaat (2023)
🎤 Singer Ashish Kulkarni
✍️ Lyrics Sameer Anjaan
🎼 Music Shameer Tandon
🏷️ Music Label Himesh Reshammiya Music And Melodies
▶︎ See music video of Dil Mera Tod Ke Song on Himesh Reshammiya Music And Melodies YouTube channel for your reference and song details. Dil Mera Tod Ke Lyrics in Hindi

Dil Mera Tod Ke Lyrics in Hindi – Sameer Anjaan



तुम गये दिल मेरा
तोड़ के तोड़ के
तुम गये दिल मेरा
तोड़ के तोड़ के

क्यूँ मुझे इस तरह
क्यूँ मुझे इस तरह
तन्हा तन्हा छोड़ के
तुम गये हम्म
तुम गये दिल मेरा
तोड़ के तोड़ के

फिर वही खामोशियाँ
फिर वही तन्हाईयाँ
फिर वही खामोशियाँ
फिर वही तन्हाईयाँ

हर तरफ बिखरी पड़ी
यादों की परछाईयाँ
मेरी सारी खुशियों का
गम से रिश्ता जोड़ के
तुम गये दिल मेरा
तोड़ के तोड़ के

यादों के साये तले
हर वक्त आंसू पले
यादों के साये तले
हर वक्त आंसू पले
तड़पूँ मैं आहें भरूँ
ना जोर खुद पे चले

ओ मेरे अरमानो के शीशे
बेरूखी से फोड़ के
तुम गये दिल मेरा
तोड़ के तोड़ के

Guldasta Lyrics in English

Tum gaye dil mera
Tod ke tod ke
Tum gaye dil mera
Tod ke tod ke

Kyun mujhe is tarah
Kyun mujhe is tarah
Tanha tanha chhod ke
Tum gaye hmm
Tum gaye dil mera
Tod ke tod ke

Phir wahi khamoshiyan
Phir wahi tanhaiyan
Phir wahi khamoshiyan
Phir wahi tanhaiyan

Har taraf bikhri padi
Yadon ki parchhaiyan
Meri saari khushiyon ka
Gum se rishta jod ke
Tum gaye dil mera
Tod ke tod ke

Yaadon ke saye tale
Har waqt ansu pale
Yaadon ke saye tale
Har waqt ansu pale
Tadpun main aahein bharun
Na zor khud pe chale

O mere armaano ke shishe
Berukhi se phod ke
Tum gaye dil mera
Tod ke tod ke