तेरी दीवानगी Teri Deewangi Mein Lyrics in Hindi – Himesh Ke Dil Se

Teri Deewangi Mein lyrics in Hindi sung by Rishabh Chaturvedi from the album Himesh Ke Dil Se. The song is written and music composed by Himesh Reshammiya.

Teri Deewwaangi Mein Song Details

📌 Song Title Teri Deewangi Mein
🎞️ Album Himesh Ke Dil Se (2022)
🎤 Singer Rishabh Chaturvedi
✍️ Lyrics Himesh Reshammiya
🎼 Music Himesh Reshammiya
🏷️ Music Label Himesh Reshammiya Melodies
▶︎ See music video of Teri Deewwaangi Mein Song on Himesh Reshammiya Melodies YouTube channel for your reference and song details. Teri Deewwaangi Mein Lyrics in Hindi

Teri Deewangi Mein Lyrics in Hindi



हम्म म्म म्म म्म
वो ओ ओ ओ ओ
वो ओ ओ ओ ओ
ओ ओ

साथ है तेरा दर्द
मेरी आवारगी में
साथ है तेरा दर्द
मेरी आवारगी में
हम जिये जा रहे है
तेरी दीववानगी में
हम जिये जा रहे है
तेरी दीववानगी में

जब सनम तेरा जिक्र ना किया
मुझसे दिल ने ऐसा कोई लम्हा
नहीं मेरी जिंदगी में
हम जिये जा रहे है
तेरी दीववानगी में
हम जिये जा रहे है
तेरी दीववानगी में

तेरी यादों का सिलसिला
रुकता नहीं है कभी
लगता है मुझे जानेजा
तू यहाँ से गुजरी अभी
साथ है तेरा दर्द
मेरी आवारगी में
साथ है तेरा दर्द
मेरी आवारगी में
हम जिये जा रहे है
तेरी दीववानगी में
हम जिये जा रहे है
तेरी दीववानगी में

मेरी हर तड़प ये कह रही
जीना नही अब बिन तेरे
दूर हो या तू हो रुबरु
तेरा इश्क़ साथ है मेरे
साथ है तेरा दर्द
मेरी आवारगी में
हम जिये जा रहे है
तेरी दीववानगी में
हम जिये जा रहे है
तेरी दीववानगी में

Teri Deewangi Mein Lyrics in English

Hmm mm mm mm
Wo o o o o
Wo o o o o
O o

Saath hai tera dard
Meri aawargi mein
Saath hai tera dard
Meri aawargi mein
Hum jiye jaa rahe hain
Teri deewwaangi mein
Hum jiye jaa rahe hain
Teri deewangi mein

Jab sanam tera jikr naa kiya
Mujhse dil ne aisa koi lamha
Nahi meri jingagi mein
Hum jiye jaa rahe hain
Teri deewwaangi mein
Hum jiye jaa rahe hain
Teri deewangi mein

Teri yaadon ka silsila
Rukta nahin hai kabhi
Lagta hai mujhe janeja
Tu yahan se gujri abhi
Saath hai tera dard
Meri aawargi mein
Saath hai tera dard
Meri aawargi mein
Hum jiye jaa rahe hain
Teri deewwaangi mein
Hum jiye jaa rahe hain
Teri deewwaangi mein

Meri har tadap yeh keh rahi
Jeena nahin ab bin tere
Dur ho ya tu ho rubru
Tera ishq saath hai mere
Saath hai tera dard
Meri aawargi mein
Hum jiye jaa rahe hain
Teri deewwaangi mein
Hum jiye jaa rahe hain
Teri deewwaangi mein